SHIKWA NAHI KISI SE LYRICS - Naseeb
Shikwa Nahi Kisi Se Lyrics from Naseeb is sung by Kumar Sanu and written by Sameer. Music of Shikwa Nahi Kisi Se is composed by Nadeem and Shravan.

Shikwa Nahi Kisi Se Lyrics
Shikwa nahi kisi se kisi se gila nahi
Shikwa nahi kisi se kisi se gila nahi
Naseeb mein nahi tha jo humko mila nahi
Shikwa nahi kisi se kisi se gila nahi
Naseeb mein nahi tha jo humko mila nahi
Naseeb mein nahi tha jo humko mila nahi
Tu mil saka na humko tasallii to mil gayi
Tu mil saka na humko tasallii to mil gayi
Armaan tha humko jiska woh gul khila nahi
Armaan tha humko jiska woh gul khila nahi
Naseeb mein nahi tha jo humko mila nahi
Naseeb mein nahi tha jo humko mila nahi
Yaadon ki jhilmilati parchhaiyon ke din
Yaadon ki jhilmilati parchhaiyon ke din
Kat-te nahi hain tanha tanhaiyon ke din
Hai chahaton ka dilkash ab silsila nahi
Hai chahaton ka dilkash ab silsila nahi
Naseeb mein nahi tha jo humko mila nahi
Shikwa nahi kisi se kisi se gila nahi
Shikwa nahi kisi se kisi se gila nahi
Naseeb mein nahi tha jo humko mila nahi
Naseeb mein nahi tha jo humko mila nahi