Sawan Ke Jhoole Pade Lyrics - Jurmana
Sawan Ke Jhoole Pade Lyrics of Jurmana (1979) is penned by Anand Bakshi, it's composed by R D Burman and sung by Lata Mangeshkar. Jurmana is a 1979 Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Raakhi and Vinod Mehra.
Sawan Ke Jhoole Pade Lyrics
Sawan ke jhoole pade
Sawan ke jhoole pade tum chale aao
Tum chale aao, tum chale aao, tum chale aao
Anchal na chhode mera
Pagal hui hai pawan, pawan
Anchal na chhode mera
Pagal hui hai pawan
Aa ab kya karoon main jatan
Dhadke jiya jaise panchhi ude haan
Sawan ke jhoole pade tum chale aao
Tum chale aao
Dil ne pukara tumhein yaadon ke pardes se
Aa dil ne pukara tumhein yaadon ke pardes se
Aa aati hai jo des se
Hum us dagar pe hain kab se khade haan
Sawan ke jhoole pade tum chale aao
Tum chale aao
Jab hum mile the piya tum kitne nadan the
Haan jab hum mile the piya tum kitne nadan the
Aa hum kitne anjan the
Baali umariya mein naina lade haan
Sawan ke jhoole pade tum chale aao
Tum chale aao, tum chale aao, tum chale aao
Sawan Ke Jhoole Pade Song Detail
Song: Sawan Ke Jhoole Pade
Album: Jurmana (1979)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Amitabh Bachchan, Raakhi, Vinod Mehra etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana