Sawan Ka Mahina Lyrics - Milan
Sawan Ka Mahina Lyrics from Milan is Hindi song sung by Lata Mangeshkar, Mukesh and music is given by Laxmikant Pyarelal. Sawan Ka Mahina song lyrics are written by Anand Bakshi. Milan is a 1967 Hindi movie starring Sunil Dutt, Nutan and Pran.
Sawan Ka Mahina Lyrics
Sawan ka mahina pawan kare sor
Sawan ka mahina pawan kare shor
Umm hmm pawan kare sor
Pawan kare shor
Arre baba shor nahi sor sor sor
Pawan kare sor haan
Jiyara re jhoome aise
Jaise ban ma nache mor
Sawan ka mahina pawan kare sor
Jiyara re jhoome aise
Jaise ban ma nache mor
Sawan ka mahina pawan kare sor
Jiyara re jhoome aise
Jaise ban ma nache mor
Rama gajab dhaye yeh purvaiya
Naiya sambhalo kit khoye ho khewaiya
Rama gajab dhaye yeh purvaiya
Naiya sambhalo kit khoye ho khewaiya
Hoye purvaiya ke aage
Chale na koyi jor
Jiyara re jhoome aise
Jaise ban ma nache mor
Ho sawan ka mahina pawan kare sor
Jiyara re jhoome aise
Jaise ban ma nache mor
Maujawa kare kya jaane humko isara
Jana kahan hai pooche nadiya ki dhara
Maujawa kare kya jaane humko isara
Jana kahan hai pooche nadiya ki dhara
Marji hai tumhari le jao jis or
Jiyara re jhoome aise
Jaise ban ma nache mor
Ho sawan ka mahina pawan kare sor
Jiyara re jhoome aise
Jaise ban ma nache mor
Jinke balam bairi gaye hain bideswa
Aayi hain leke unke pyar ka sandeswa
Jinke balam bairi gaye hain bideswa
Aaye hain leke unke pyar ka sandeswa
Kaari matwari ghatayein ghan ghor
Jiyara re jhoome aise
Jaise ban ma nache mor
Sawan ka mahina pawan kare sor
Jiyara re jhoome aise
Jaise ban ma nache mor
Jiyara re jhoome re aise re
Jaise ban ma nache mor
Sawan Ka Mahina Song Detail
Song: Sawan Ka Mahina
Album: Milan (1967)
Singer: Lata Mangeshkar, Mukesh
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Sunil Dutt, Nutan, Pran etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana