Sari Duniya Ka Bojh Hum Uthate Hain Lyrics - Coolie


Sari Duniya Ka Bojh Hum Uthate Hain Lyrics from Coolie is Hindi song sung by Shabbir Kumar. Sari Duniya Ka Bojh Hum Uthate Hain song lyrics are written by Anand Bakshi, its music is given by Laxmikant Pyarelal. Coolie is a 1983 Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Rati Agnihotri and Rishi Kapoor.

Sari Duniya Ka Bojh Hum Uthate Hain Lyrics - Coolie

Sari Duniya Ka Bojh Hum Uthate Hain Song Detail


Song: Sari Duniya Ka Bojh Hum Uthate Hain
Album: Coolie (1983)
Singer: Shabbir Kumar
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Amitabh Bachchan, Rati Agnihotri, Rishi Kapoor etc.

Sari Duniya Ka Bojh Hum Uthate Hain Lyrics

Sari duniya ka bojh hum uthate hain
Sari duniya ka bojh hum uthate hain
Uthate hain bojh uthate hain

Sari duniya ka bojh hum uthate hain
Log aate hain log jaate hain
Hum yahin pe khade reh jaate hain
Sari duniya ka bojh hum uthate hain

Char ka kaam hai ek ka daam hai
Char ka kaam hai ek ka daam hai
Khoon mat peejiye aur kuchh deejiye

Ek rupaiya hai kam
Hum khuda ki kasam
Badi mehnat se roti kamate hain
Sari duniya ka bojh hum uthate hain
Sari duniya ka bojh hum uthate hain

Thoda paani piya yaad rab ko kiya
Bhookh bhi mit gayi pyaas bhi bujh gayi
Thoda paani piya yaad rab ko kiya
Bhookh bhi mit gayi pyaas bhi bujh gayi

Kaam har haal mein naam do saal mein
Eid ki ek chhutti manate hain
Sari duniya ka bojh hum uthate hain Sari duniya ka bojh hum uthate hain

Jeena mushkil to hai
Apna bhi dil to hai
Dil mein armaan hain
Hum bhi insaan hain

Jeena mushkil to hai
Apna bhi dil to hai
Dil mein armaan hain
Hum bhi insaan hain

Jab satate hain gham
Aish karte hain hum
Jab satate hain gham
Aish karte hain hum
Beedi peete hain
Aur paan khaate hain

Sari duniya ka bojh hum uthate hain
Log aate hain log jaate hain
Hum yahin pe khade reh jaate hain
Sari duniya ka bojh hum uthate hain
Sari duniya ka bojh hum uthate hain