Sard Mausam Bheega Tan Hai Lyrics - Vansh
Sard Mausam Bheega Tan Hai Lyrics from Vansh is sung by Asha Bhosle. Sard Mausam Bheega Tan Hai song lyrics are written by Sameer while its music is given by Anand Milind. Vansh is a 1992 Hindi movie starring Sudesh Berry, Siddharth Ray and Anupam Kher.
Sard Mausam Bheega Tan Hai Lyrics
Sard mausam bheega tan hai
Aaj pagal mera man hai
Aa bhi ja sathiya aa bhi ja
Sard mausam bheega tan hai
Aaj pagal mera man hai
Aa bhi ja sathiya aa bhi ja
Baat dil ki main bataun
Tujhko seene se lagaun
Aa bhi ja sathiya aa bhi ja
Sard mausam bheega tan hai
Aaj pagal mera man hai
Aa bhi ja sathiya aa bhi ja
Deewani huyi hai dhadkan
Kaise mili nazar tujhse
Aake zara dekh yahan
Kaisa hua asar mujh pe
Chain kahin na ab mujhe aaye
Aisi bekarari hai
Sard mausam bheega tan hai
Aaj pagal mera man hai
Aa bhi ja sathiya aa bhi ja
Gaaun main tere hi naghme
Yaadon mein tu muskaye
Aankhon mein basa hai tu
Neend mujhe na ab aaye
Deewane na tu jaane
Kaise raat guzaari hai
Sard mausam bheega tan hai
Aaj pagal mera man hai
Aa bhi ja sathiya aa bhi ja
Sard mausam bheega tan hai
Aaj pagal mera man hai
Aa bhi ja sathiya aa bhi ja
Aa bhi ja sathiya aa bhi ja
Sard Mausam Bheega Tan Hai Song Detail
Song: Sard Mausam Bheega Tan Hai
Album: Vansh (1992)
Singer: Asha Bhosle
Musician: Anand Milind
Lyricist: Sameer
Star Cast: Sudesh Berry, Siddharth Ray, Anupam Kher etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana