Sajna Tere Bina Kya Jeena Lyrics - Patthar Ke Phool




Sajna Tere Bina Kya Jeena Lyrics from Patthar Ke Phool is Hindi song in the voices of Lata Mangeshkar, S P Balasubrahmanyam. Sajna Tere Bina Kya Jeena song lyrics are written by Ravindra Jain, its music is given by Ram Laxman. Patthar Ke Phool is a 1991 Hindi movie starring Salman Khan, Raveena Tandon and Kiran Kumar.

Sajna Tere Bina Kya Jeena Lyrics - Patthar Ke Phool

Sajna Tere Bina Kya Jeena Song Detail


Song: Sajna Tere Bina Kya Jeena
Album: Patthar Ke Phool (1991)
Singer: Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Musician: Ram Laxman
Lyricist: Ravindra Jain
Star Cast: Salman Khan, Raveena Tandon, Kiran Kumar etc.

Sajna Tere Bina Kya Jeena Lyrics

Sajna tere bina kya jeena
Sajna tere bina kya jeena
Tujh bin sooni meri man veena
Man veena man veena

Sajni tere bina kya jeena
Sajni tere bina kya jeena
Toone khud ko mujhse kyun chheena
Kyun chheena kyun chheena
Sajna tere bina kya jeena
Sajni tere bina kya jeena


Tujhe kya kahun
Tujhse munh kyun hai moda
Mohabbat ka mandir
Hai kyun maine toda
Mere devta maaf karna mujhe tu
Mukaddar ne mujhko
Kahin ka na chhoda
Kahin ka na chhoda

Tujh bin sooni meri man veena
Man veena man veena
Sajna tere bina kya jeena
Sajni tere bina kya jeena


Kinara kiya toone humdum wahan se
Rahi do kadam apni manzil jahan se
Main kaise nazaaron se nazrein milaun
Kahan jaun bachkar zameen aasman se
Zameen aasman se

Toone khud ko mujhse kyun chheena
Kyun chheena kyun chheena
Sajna tere bina kya jeena
Sajni tere bina kya jeena