Sajan O Sajan Aaja Ab Aaja Lyrics - Baaghi
Read & sing along Sajan O Sajan Aaja Ab Aaja Lyrics from the movie Baaghi - 1990 which is sung by Pramila Gupta. You can also get other songs & lyrics from Baaghi. Baaghi is a 1990 Hindi movie starring Salman Khan, Nagma and Shakti Kapoor.
Sajan O Sajan Aaja Ab Aaja Lyrics
Baithi hoon intezar mein ummeed lagaye
Na jaane kis ghadi saajan mera aaye
Sajan o sajan aaja ab aaja
Sajan o sajan aaja ab aaja
Dekh rahi hoon tera rasta
Dekh rahi hoon tera rasta
Aake jhalak dikha jaa
Sajan o sajan aaja ab aaja
Sajan o sajan aaja ab aaja
Shamma ban ke main jal rahi hoon
Shamma ban ke main jal rahi hoon
Moam ke jaise pighal rahi hoon
Shamma ban ke main jal rahi hoon
Moam ke jaise pighal rahi hoon
Deewaron pe subah-o-shaam
Likhti hoon maine tere naam
Ghut-ghut ke main mar jaaoon
Dil ko aas bandha jaa
Sajan o sajan aaja ab aaja
Sajan o sajan aaja ab aaja
Apni chaahat kya rang laayi
Apni chaahat kya rang laayi
Ghadi milan ki bani judaai
Apni chaahat kya rang laayi
Ghadi milan ki bani judaai
Teri yaadein jab jab aayein
Mere dil ko bahut rulaayein
Bin tere main jiyoon to kaise
Aake mujhe bata jaa
Sajan o sajan aaja ab aaja
Sajan o sajan aaja ab aaja
Sajan O Sajan Aaja Ab Aaja Song Detail
Song: Sajan O Sajan Aaja Ab Aaja
Album: Baaghi (1990)
Singer: Pramila Gupta
Musician: Anand, Milind
Lyricist: Sameer
Star Cast: Salman Khan, Nagma, Shakti Kapoor etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana