Sajan Aa Jao Lyrics - Aag Hi Aag
Sajan Aa Jao Lyrics from Aag Hi Aag is Hindi song in the voices of Asha Bhosle, Shabbir Kumar. Sajan Aa Jao song lyrics are written by Anjaan, its music is given by Bappi Lahiri. Aag Hi Aag is a 1988 Hindi movie starring Dharmendra, Moushmi Chatterjee and Chunky Pandey.
Sajan Aa Jao Lyrics
Sajan aa jao, sajan aa jao
Sajan aa jao, sajan aa jao
Vaada yeh kar lein pyar mein
Kabhi hum juda na honge
Sajan aa jao, sajan aa jao
Vaada yeh kar lein pyar mein
Kabhi hum juda na honge
Sajan aa jao, sajan aa jao
Raaton mein tu neendon mein tu
Khwabon mein hai tu hi tu
Tu hai mere dil ki khushi
Jeene ki tu aarzu
Ho raaton mein tu neendon mein tu
Khwabon mein hai tu hi tu
Tu hai mere dil ki khushi
Jeene ki tu aarzu
Vaada yeh kar lein pyar mein
Kabhi hum juda na honge
Sajan aa jao, sajan aa jao
Rootha jo tu mujhse kabhi
Mar jaaungi jeete jee
Tu jo nahi tere bina
Kya hai meri zindagi
Ho rootha jo tu mujhse kabhi
Mar jaaungi jeete jee
Tu jo nahi tere bina
Kya hai meri zindagi
Vaada yeh kar lein pyar mein
Kabhi hum juda na honge
Sajan aa jao, sajan aa jao
Yeh jaan rahe ya na rahe
Hum door honge nahi
Ho yeh jahan ya woh jahan
Tu hai jahan main wahin
Ho yeh jaan rahe ya na rahe
Hum door honge nahi
Ho yeh jahan ya woh jahan
Tu hai jahan main wahin
Vaada raha yeh pyar mein
Kabhi hum juda na honge
Sajan aa jao, sajan aa jao
Vaada raha yeh pyar mein
Kabhi hum juda na honge
Sajan Aa Jao Song Detail
Song: Sajan Aa Jao
Album: Aag Hi Aag (1988)
Singer: Asha Bhosle, Shabbir Kumar
Musician: Bappi Lahiri
Lyricist: Anjaan
Star Cast: Dharmendra, Moushmi Chatterjee, Chunky Pandey etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana