Saathi Tere Naam Ek Din Lyrics - Ustadi Ustad Se


Saathi Tere Naam Ek Din Lyrics from Ustadi Ustad Se (1982): This is a lovely song from Ustadi Ustad Se starring Mithun Chakraborty, Ranjeeta, Vinod Mehra and Padma Khanna. It is sung by Asha Bhosle and Bhupinder and composed by Ram Laxman. Ustadi Ustad Se is a 1982 Hindi movie starring Mithun Chakraborty, Ranjeeta and Vinod Mehra.

Saathi Tere Naam Ek Din Lyrics - Ustadi Ustad Se

Saathi Tere Naam Ek Din Song Detail


Song: Saathi Tere Naam Ek Din
Album: Ustadi Ustad Se (1982)
Singer: Asha Bhosle, Bhupinder
Musician: Ram Laxman, Raam Laxman
Star Cast: Mithun Chakraborty, Ranjeeta, Vinod Mehra etc.

Saathi Tere Naam Ek Din Lyrics

Sathi tere naam ek din
Jeevan kar jaayenge
Sathi tere naam ek din
Jeevan kar jaayenge
Jeevan kar jaayenge

Tu hai mera khuda
Tu na karna daga
Tum bin mar jaayenge aa..
Tum bin mar jaayenge
Sathi tere naam ek din

Jeevan kar jaayenge
Jeevan kar jaayenge

Poojata hoon tujhe peepal ki tarah
Pyaar tera mera ganga jal ki tarah
Dharti ambar mein tu
Dil ke mandir mein tu
Phool patthar mein tu
Aur samandar mein tu
Tu hai mera khuda
Tu na karna daga
Tum bin mar jaayenge
Tum bin mar jaayenge

Sathi tere naam ek din
Jeevan kar jaayenge
Jeevan kar jaayenge

Khushbuon ki tarah tu mehakati rahe
Bulbulon ki tarah tu chehakati rahe
Dil ke har taar se aa rahi hai sada
Tu salamat rahe, bas yehi hai dua
Tu hai mera khuda
Tu na karna daga
Tum bin mar jaayenge
Tum bin mar jaayenge

Sathi tere naam ek din
Jeevan kar jaayenge
Jeevan kar jaayenge

Tu hai mera khuda
Tu na karna daga
Tum bin mar jaayenge
Tum bin mar jaayenge

Sathi tere naam ek din
Jeevan kar jaayenge
Jeevan kar jaayenge