Saara Saara Din Tum Kaam Karoge Lyrics - Nigahen


Saara Saara Din Tum Kaam Karoge Lyrics from Nigahen featuring Sri Devi, Sunny Deol is sung by Kavita Krishnamurthy. Saara Saara Din Tum Kaam Karoge song lyrics are written by Anand Bakshi while its music is given by Laxmikant Pyarelal. Nigahen is a 1989 Hindi movie starring Sridevi, Sunny Deol and Anupam Kher.

Saara Saara Din Tum Kaam Karoge Lyrics - Nigahen

Saara Saara Din Tum Kaam Karoge Song Detail


Song: Saara Saara Din Tum Kaam Karoge
Album: Nigahen (1989)
Singer: Kavita Krishnamurthy
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Sridevi, Sunny Deol, Anupam Kher etc.

Saara Saara Din Tum Kaam Karoge Lyrics

Saara saara din tum kaam karoge
Pyar kab karoge
Pyar kab karoge
Raat ko tum aaram karoge
Pyar kab karoge
Pyar kab karoge

Saara saara din tum kaam karoge
Pyar kab karoge
Raat ko tum aaram karoge
Pyar kab karoge

Pyar kab karoge
Saara saara din tum kaam karoge

Mausam
Mausam hai deewanon ka
Mat lo naam bahanon ka
Mausam hai deewanon ka
Mat lo naam bahanon ka

Kab tak karte rahoge tum
Yoon khoon mere armaanon ka
Kab tak neend haraam karoge
Pyar kab karoge
Pyar kab karoge

Saara saara din tum kaam karoge
Pyar kab karoge
Raat ko tum aaram karoge
Pyar kab karoge
Pyar kab karoge

Rut hai ho
Rut hai pyasi shaamon ki
Tumko padi hai kaamon ki
Rut hai pyasi shaamon ki
Tumko padi hai kaamon ki

Mere do nainon mein masti
Bhari hai sau sau jaamon ki
Khaali kab yeh jaam karoge
Pyar kab karoge
Pyar kab karoge

Saara saara din tum kaam karoge
Pyar kab karoge
Raat ko tum aaram karoge
Pyar kab karoge
Pyar kab karoge

Pyar ka naam likho upar
Pyar ka naam likho upar
Baaki saare naamon se
Na jaane kab milegi fursat
Tumko apne kaamon se

Pyar ka naam likho upar
Baaki saare naamon se
Na jaane kab milegi fursat
Tumko apne kaamon se

Kab yeh zaroori kaam karoge
Pyar kab karoge
Pyar kab karoge

Ho saara saara din tum kaam karoge`
Pyar kab karoge
Pyar kab karoge
Raat ko tum aaraam karoge
Pyar kab karoge
Pyar kab karoge
Pyar kab karoge
Pyar kab karoge



More Lyrics From Nigahen