Saaiyaan Lyrics - Gunday Film Song
Saaiyaan Lyrics from upcoming film Gunday. Its lyrics if penned by Irshad Kamil amd tune is composed by Sohail Sen. It has been sung Shahid Mallya who recently sung a song "Kya Hoga" in "Dedh Ishqiya". Gunday is a 2014 Hindi movie starring Ranveer Singh, Arjun Kapoor and Priyanka Chopra.
Saaiyaan Lyrics
Kal Mira tadpi Kanha ko
Sab laaj samaj ganvai re
Ab prem mein tadpan-tarsan ki
Hai bari Kanha ki aayi re
Mori jaan gai [mori jaan gai]
Ho.. tora khel hua [tora khel hua]
Mujhse main rootha
Mujh mein main tuta...
O.. mujh se main rootha
Mujh mein main tuta
Mujhko maine ishq wafa mein
Khud hi hai luta [khud hi hai luta]
Lut-lut ke..
Lut-lut ke..
Jeena hai marna baanke yaar bina
[Saaiyaan.. hud main ki karaan
Saaiyaan.. jee laan ya maraan
Saaiyaan.. Rab mujh se khafa
Saaiyaan.. ] x 2
Mujh se main rootha
Mujh mein main tuta
Mujhko maine ishq wafa mein
Khud hi hai luta [khud hi hai luta]
Lut-lut ke..
Lut-lut ke..
Jeena hai marna baanke yaar bina
[Saaiyaan.. hud main ki karaan
Saaiyaan.. jee laan ya maraan
Saaiyaan.. Rab mujh se khafa
Saaiyaan.. ] x 2
Ho.. sapno ke sheeshe toote
Dukh ki daraar se
Chah ke bhi nikle na man majhdhar se
Koi bhi na bole aur koi bhi bulaye na
Phir bhi aawazen sune baadlon ke paar se
Rus-rus ke..
Rus-rus ke..
Mann se manjana khud hi yaar bina
[Saaiyaan.. hud main ki karaan
Saaiyaan.. jee laan ya maraan
Saaiyaan.. Rab mujh se khafa
Saaiyaan.. ] x 2
Saaiyaan Song Detail
Song: Saaiyaan
Album: Gunday (2014)
Singer: Shahid Mallya
Musician: Sohail Sen
Lyricist: Irshad Kamil
Star Cast: Ranveer Singh, Arjun Kapoor, Priyanka Chopra etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana