Ruk Jana Nahin Tu Kahin Haar Ke Lyrics - Imtihaan


Ruk Jana Nahin Tu Kahin Haar Ke Lyrics from Imtihaan (1974) is penned by Majrooh Sultanpuri, it's composed by Laxmikant and Pyarelal and sung by Kishore Kumar. Imtihaan is a 1974 Hindi movie starring Vinod Khanna, Tanuja and Bindu.

Ruk Jana Nahin Tu Kahin Haar Ke Lyrics - Imtihaan

Ruk Jana Nahin Tu Kahin Haar Ke Song Detail


Song: Ruk Jana Nahin Tu Kahin Haar Ke
Album: Imtihaan (1974)
Singer: Kishore Kumar
Musician: Laxmikant, Pyarelal
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Vinod Khanna, Tanuja, Bindu etc.

Ruk Jana Nahin Tu Kahin Haar Ke Lyrics

Ruk jana nahin tu kahin haar ke
Kaanton pe chalke
Milenge saaye bahaar ke
Ruk jana nahin tu kahin haar ke
Kaanton pe chalke
Milenge saaye bahaar ke
O raahi, o raahi x 4

Sooraj dekh ruk gaya hai
Tere aage jhuk gaya hai
Sooraj dekh ruk gaya hai

Tere aage jhuk gaya hai
Jab kabhi aise koi mastana
Nikle hai apni dhun mein deewana
Shaam suhani ban jaate hain
Din intezar ke
O raahi, o raahi x 2

Ruk jana nahin tu kahin haar ke
Kaanton pe chalke
Milenge saaye bahaar ke
O raahi, o raahi x 4

Sathi na karvan hai
Yeh tera imtihaan hai Sathi na karvan hai
Yeh tera imtihaan hai
Yoon hi chala chal dil ke sahare
Karti hai manzil tujhko ishare
Dekh kahin koi rok nahin le
Tujhko pukaar ke
O raahi, o raahi x 2

Ruk jana nahin tu kahin haar ke
Kaanton pe chalke
Milenge saaye bahaar ke
O raahi, o raahi x 4

Nain aansu jo liye hain
Yeh raahon ke diye hain
Nain aansu jo liye hain
Yeh raahon ke diye hain
Logon ko unka sab kuchh deke
Tu to chala tha sapne hi leke
Koi nahin to tere apne hain
Sapne yeh pyaar ke
O raahi, o raahi

Ruk jana nahin tu kahin haar ke
Kaanton pe chalke
Milenge saaye bahaar ke
O raahi, o raahi x 4



More Lyrics From Imtihaan