Rone Na Dijiyega to Gaya Na Jayega Lyrics - Jaan Tere Naam

Rone Na Dijiyega to Gaya Na Jayega Lyrics from Jaan Tere Naam is sung by Kumar Sanu. Rone Na Dijiyega To Gaya Na Jayega song lyrics are written by Gauhar Kanpuri while its music is given by Nadeem and Shravan.

Rone Na Dijiyega to Gaya Na Jayega Lyrics - Jaan Tere Naam
Rone Na Dijiyega to Gaya Na Jayega Song Detail Song : Rone Na Dijiyega to Gaya Na Jayega
Album : Jaan Tere Naam (1992)
Singer : Kumar Sanu
Musician : Nadeem, Shravan
Lyricist : Gauhar Kanpuri

Rone Na Dijiyega to Gaya Na Jayega Lyrics

Rone na dijiyega to gaya na jayega
Rone na dijiyega to gaya na jayega
Aise to haal dil ka
Aise to haal dil ka sunaya na jayega
Rone na dijiyega to gaya na jayega
Aise to haal dil ka sunaya na jayega

Hai pyar kitna mere dil mein
Kaise tujhe main bataun

Dil cheer ke ab apna
Kaise tujhe main dikhaun
Bin tere jee na sakunga
Bin tere mar na sakunga
Teri judaai ka gham bhi
Reh reh ke tadpayega
Aise to haal dil ka
Aise to haal dil ka sunaya na jayega Rone na dijiyega to gaya na jayega
Aise to haal dil ka sunaya na jayega

Milta hai mushkil se duniya mein
Mohabbat koyi karne wala
Milta hai mushkil se duniya mein
Mohabbat koyi karne wala
Har koyi raah-e-mohabbat mein
Hota nahi marne wala
Sach kya hai jaan le tu
Mujhko pehchan le tu
Deewana dar pe tere hi
Bas aaj mar jayega
Aise to haal dil ka
Aise to haal dil ka sunaya na jayega
Rone na dijiyega to gaya na jayega