Rain Andheri Akeli Jawani Lyrics - Jung Baaz


Rain Andheri Akeli Jawani Lyrics from Jung Baaz is Hindi song sung by Asha Bhosle, Mohammed Aziz and music is given by Ravindra Jain. Rain Andheri Akeli Jawani song lyrics are written by Ravindra Jain. Jung Baaz is a 1989 Hindi movie starring Govinda, Mandakini and Raaj Kumar.

Rain Andheri Akeli Jawani Lyrics - Jung Baaz

Rain Andheri Akeli Jawani Song Detail


Song: Rain Andheri Akeli Jawani
Album: Jung Baaz (1989)
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Aziz
Musician: Ravindra Jain
Lyricist: Ravindra Jain
Star Cast: Govinda, Mandakini, Raaj Kumar etc.

Rain Andheri Akeli Jawani Lyrics

Rain andheri akeli jawani
Jawani ki dushman yeh duniya diwani
Mujhe kha jaane wali nazron se taake
Koyi laa do mere dilbar ko bula ke ho

Rain andheri akeli jawani
Jawani ki dushman yeh duniya diwani
Mujhe kha jaane wali nazron se taake
Koyi laa do mere dilbar ko bula ke

Le gaya dilbar mere dil ka nagina
Neend udayi mera hosh bhi chheena

Itne deewane ek haseena
Logon ne mushkil kar diya jeena
Dil kehta hai ab duniya se ghabra ke
Koyi laa do mere dilbar ko bula ke

Rain andheri akeli jawani
Jawani ki dushman yeh duniya diwani
Mujhe kha jaane wali nazron se taake
Koyi laa do mere dilbar ko bula ke

Aaja aaja dilbar aaja re

Ho jaaneman dilara
Dil ne jab dil ko pukara
Dil ka deewana aa gaya Paagal parwana aa gaya

Ho jaane jahan zalim jahan se darna nahi
Darti hoon tu kho na jaaye kahin
Tu hardum dil ke paas hai
Dil ko tujh par vishwas hai
Poora karunga vachan
Jaanu main jaanu sajan
Tujhe le jaunga doli mein bitha ke
Mujhe le jaa le jaa duniya se bacha ke

Bohat diye humein waqt ne dhokhe
Mushkil se phir tujhe paaya hai kho ke
Badhte kadam ab rukenge na roke
Pyaar karenge hum deewane hoke
Phir aaj kahein un vaadon ko dohra ke
Sang jeena marna tujhko gale laga ke

Rain andheri akeli jawani
Jawani ki dushman yeh duniya diwani
Mujhe kha jaane wali nazron se taake
Koyi laa do mere dilbar ko bula ke