Raat Ka Nasha Abhi Lyrics - Asoka


Read & sing along Raat Ka Nasha Abhi Lyrics from the movie Asoka - 2002 which is sung by Abhijeet and Chitra. You can also get other songs & lyrics from Asoka. Asoka is a 2001 Hindi movie starring Kareena Kapoor, Shahrukh Khan and Hrishita Bhatt.

Raat Ka Nasha Abhi Lyrics - Asoka

Raat Ka Nasha Abhi Song Detail


Song: Raat Ka Nasha Abhi
Album: Asoka (2001)
Singer: Abhijeet, Chitra
Musician: Anu Malik
Lyricist: Gulzar
Star Cast: Kareena Kapoor, Shahrukh Khan, Hrishita Bhatt etc.

Raat Ka Nasha Abhi Lyrics

Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin
Tera nasheela badan baahon ne chhoda nahi
Aankhein to kholi magar sapna woh toda nahi
Haan wahin, woh wahin..
Saanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin
O.. Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahi
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahi

Tere bina bhi kabhi tujh se machal leti hoon
Karvat badalti hoonn to sapna badal leti hoon

Tere bina bhi kabhi tujh se machal leti hoon
Karvat badalti hoonn to sapna badal leti hoon
Tera khyaal aaye to balkha ke pal jata hai
Paani ki chaadar tale tann mera jal jaata hai
Haan wahin, woh wahin..
Saanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin

Tere gale milne ke mausam bade hote hain
Janmon ka waada koyi yeh gham bade chhote hain
Ho.. Tere gale milne ke mausam bade hote hain
Janmon ka waada koyi yeh gham bade chhote hain Lambi si ik raat ho, lamba sa ik din mile
Bas itna sa jeena ho,, milan ki ghadi jab mile
Haan wahin, woh wahin..
Saanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin