Raat Bhar Jaam Se Jaam Takrayega Lyrics - Tridev


Raat Bhar Jaam Se Jaam Takrayega Lyrics from Tridev is sung by Alisha Chinai. Raat Bhar Jaam Se Jaam Takrayega song lyrics are written by Anand Bakshi while its music is given by Kalyanji and Anandji. Tridev is a 1989 Hindi movie starring Sunny Deol, Jackie Shroff and Madhuri Dixit.

Raat Bhar Jaam Se Jaam Takrayega Lyrics - Tridev

Raat Bhar Jaam Se Jaam Takrayega Song Detail


Song: Raat Bhar Jaam Se Jaam Takrayega
Album: Tridev (1989)
Singer: Alisha Chinai
Musician: Kalyanji, Anandji
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Sunny Deol, Jackie Shroff, Madhuri Dixit etc.

Raat Bhar Jaam Se Jaam Takrayega Lyrics

Aa ha ha ha ha ha
Yeh to pahla jaam hai
Abhi to shaam hai

Raat bhar jaam se jaam takrayega
Raat bhar jaam se jaam takrayega
Jab nasha chhayega tab maza aayega
Raat bhar jaam se jaam takrayega

Jashn hi jashn hai josh hi josh hai
Jashn hi jashn hai josh hi josh hai
Aur kisi baat ka ab kise hosh hai

Aur kisi baat ka ab kise hosh hai
Ab kise hosh hai

Sabko apna naam bhi aaj bhool jayega
Raat bhar jaam se jaam takrayega
Raat bhar jaam se jaam takrayega
Jab nasha chhayega tab maza aayega
Raat bhar jaam se jaam takrayega

Husn ki ishq se aaj mulakaat hai
Husn ki ishq se aaj mulakaat hai
Aaj ki raat to faisle ki raat hai
Aaj ki raat to faisle ki raat hai
Faisle ki raat hai

Husn ladkhadayega ishq dagamagayega
Raat bhar jaam se jaam takrayega
Raat bhar jaam se jaam takrayega
Jab nasha chhayega tab maza aayega
Raat bhar jaam se jaam takrayega

Kya hai yeh sharab hai cheez yeh kharab hai
Kya hai yeh sharab hai cheez yeh kharab hai
Par sabhi sawalon ka ek hi jawab hai
Par sabhi sawalon ka ek hi jawab hai
Ek hi jawab hai

Jo kisi ke dil mein hai woh zuban pe aayega
Raat bhar jaam se jaam takrayega
Raat bhar jaam se jaam takrayega
Jab nasha chhayega tab maza aayega
Raat bhar jaam se jaam takrayega