Qayamat Hoon Main - Tujhe Apna Banana Tha Lyrics - Qayamat Title Song


Qayamat Hoon Main - Tujhe Apna Banana Tha Lyrics from Qayamat (2003): This is a lovely song from Qayamat starring Ajay Devgn, Suniel Shetty, Sanjay Kapoor and Arbaaz Khan. It is sung by Hema Sardesai and Sonu Nigam and composed by Nadeem and Shravan. Qayamat is a 2003 Hindi movie starring Ajay Devgn, Suniel Shetty and Sanjay Kapoor.

Qayamat Hoon Main - Tujhe Apna Banana Tha Lyrics - Qayamat Title Song

Qayamat Hoon Main - Tujhe Apna Banana Tha Song Detail


Song: Qayamat Hoon Main - Tujhe Apna Banana Tha
Album: Qayamat (2003)
Singer: Hema Sardesai, Sonu Nigam
Musician: Nadeem, Shravan
Lyricist: Sameer
Star Cast: Ajay Devgn, Suniel Shetty, Sanjay Kapoor etc.

Qayamat Hoon Main - Tujhe Apna Banana Tha Lyrics

[Qayamat hoon main] x 3

Tujhe apna banana tha
Mulakaat ek bahana tha
Tujhe apna banana tha
Mulakaat ek bahana tha
Mujhe to dil churana tha
Mulakaat ek bahana tha
[Qayamat qayamat qayamat qayamat
Qayamat qayamat hoon main] x 2
Tujhe apna banana tha

Mulakaat ek bahana tha

Main na kai raaton se soyi hoon
Tere hi khayalon mein khoyi hoon
Maine ise chhu ke bhi dekha hai
Tera yeh badan hai ke sheesha hai
Sanam jaadu chalana tha
O mulakaat ek bahana tha
Mujhe to dil churana tha
Ho mulakaat ek bahana tha
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Qayamat qayamat hoon main
Qayamat qayamat qayamat qayamat Qayamat qayamat hai tu

[Qayamat hoon main] x 4

Teri gori baahon mein jeena hai
Mujhe teri aankhon se peena hai
Yeh jo mere hothon ki laali hai
Tere liye maine sambhaali hai
Tujhe paagal banana tha
Ho mulakaat ek bahana tha haan
Mujhe to dil churana tha
Mulakaat ek bahana tha
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Qayamat qayamat hai tu
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Qayamat qayamat hoon main

Tujhe apna banana tha
Ho mulakaat ek bahana tha
Mujhe to dil churana tha
Ho mulakaat ek bahana tha
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Qayamat qayamat hai tu
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Qayamat qayamat hoon main
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Qayamat qayamat hai tu
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Qayamat qayamat hoon main



More Lyrics From Qayamat