Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu Lyrics - Papa Kehte Hain


Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu Lyrics from Papa Kehte Hain is Hindi song in the voices of Alka Yagnik, Kumar Sanu. Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu song lyrics are written by Sameer, its music is given by Rajesh Roshan. Papa Kehte Hain is a 1996 Hindi movie starring Jugal Hansraj, Mayuri Kango and Soni Razdan.

Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu Lyrics - Papa Kehte Hain

Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu Song Detail


Song: Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu
Album: Papa Kehte Hain (1996)
Singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu
Musician: Rajesh Roshan
Lyricist: Sameer
Star Cast: Jugal Hansraj, Mayuri Kango, Soni Razdan etc.

Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu Lyrics

Pyar mein hota hai kya jaadu
Tu jaane ya main jaanu
Pyar mein hota hai kya jaadu
Tu jaane ya main jaanu

Rehta nahi kyon dil par kaabu
Tu jaane ya main jaanu
Pyar mein hota hai kya jaadu
Tu jaane ya main jaanu

Gungun karta kyon phirta hai
Koyi bhanwra baagon mein

Ho gungun karta kyon phirta hai
Koyi bhanwra baagon mein

Kyon hoti hai phool mein khushboo
Tu jaane ya main jaanu
Pyar mein hota hai kya jaadu
Tu jaane ya main jaanu

Chandni raatein ho to chakori
Paagal si kyon hoti hai
Ho chandni raatein ho to chakori
Paagal si kyon hoti hai

Jungle mein koyal ki koo koo
Tu jaane ya main jaanu Pyar mein hota hai kya jaadu
Tu jaane ya main jaanu

Jaise haryali aur saawan
Jaise bharkha aur baadal
Ho jaise haryali aur saawan
Jaise bharkha aur baadal

Tere liye main mere liye tu
Tu jaane ya main jaanu
Pyar mein hota hai kya jaadu
Tu jaane ya main jaanu

Pyar mein hota hai kya jaadu
Tu jaane ya main jaanu
Rehta nahi kyon dil par kaabu
Tu jaane ya main jaanu

Tu jaane ya main jaanu
Tu jaane ya main jaanu