Pyar Mein Dil De Diya Lyrics - Anari


Pyar Mein Dil De Diya Lyrics from Anari is Hindi song in the voices of Kumar Sanu, Alka Yagnik. Pyar Mein Dil De Diya song lyrics are written by Sameer, its music is given by Anand Milind. Anari is a 1993 Hindi movie starring Venkatesh and Karisma Kapoor.

Pyar Mein Dil De Diya Lyrics - Anari

Pyar Mein Dil De Diya Song Detail


Song: Pyar Mein Dil De Diya
Album: Anari (1993)
Singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik
Musician: Anand Milind
Lyricist: Sameer
Star Cast: Venkatesh, Karisma Kapoor etc.

Pyar Mein Dil De Diya Lyrics

Pyar mein dil de diya
Maine tujhko dil jaani
Pyar mein dil de diya
Maine tujhko dil jaani

Deewani main deewani
Deewani main deewani
Deewani main deewani
Deewani main deewani

Pyar mein dil de diya
Maine tujhko dil jaana

Pyar mein dil de diya
Maine tujhko dil jaana

Deewana main deewana
Deewana main deewana
Deewana main deewana
Deewana main deewana

Raat din tujhko
Main yaad karti hoon
Hon juda na hum
Fariyad karti hoon

Raat din tujhko
Main yaad karti hoon Hon juda na hum
Fariyad karti hoon

Sirf tera khwaab hai
Meri donon aankhon mein

Chhoo ke dekh le zara
Tu basa hai saasnon mein
Bin banaye ban gaya
Tera mera afsana

Deewana main deewana
Deewana main deewana
Deewana main deewana
Deewana main deewana

Saamne tere ikraar karta hoon
Har ghadi tera deedar karta hoon
Ho saamne tere ikraar karta hoon
Har ghadi tera deedar karta hoon

Bekarari pyar ki
Aur koyi jaane na
Ab meri deewangi
Baat koyi maane na
Khatam hogi na kabhi
Apni yeh prem kahani

Deewani main deewani
Deewani main deewani
Deewani main deewani
Deewani main deewani

Pyar mein dil de diya
Maine tujhko dil jaana
Pyar mein dil de diya
Maine tujhko dil jaani

Deewani main deewani
Deewani main deewani
Deewana main deewana
Deewana main deewana

Deewani main deewani
Deewani main deewani
Deewana main deewana
Deewana main deewana