Pyar Kabhi Kam Nahi Karna Lyrics - Prem Pratigyaa


Pyar Kabhi Kam Nahi Karna Lyrics from Prem Pratigyaa is Hindi song sung by Bappi Lahiri, Asha Bhosle and music is given by Bappi Lahiri. Pyar Kabhi Kam Nahi Karna song lyrics are written by Indeevar. Prem Pratigyaa is a 1989 Hindi movie starring Mithun Chakraborty, Madhuri Dixit and inod Mehra.

Pyar Kabhi Kam Nahi Karna Lyrics - Prem Pratigyaa

Pyar Kabhi Kam Nahi Karna Song Detail


Song: Pyar Kabhi Kam Nahi Karna
Album: Prem Pratigyaa (1989)
Singer: Bappi Lahiri, Asha Bhosle
Musician: Bappi Lahiri
Lyricist: Indeevar
Star Cast: Mithun Chakraborty, Madhuri Dixit, inod Mehra etc.

Pyar Kabhi Kam Nahi Karna Lyrics

Pyar kabhi kam nahi karna
Koyi sitam kar lena
Pyar kabhi kam nahi karna
Koyi sitam kar lena
Mar jayenge aashiq warna
Itna karam kar lena

Pyar kabhi kam nahi karna
Koyi sitam kar lena
Mar jayenge aashiq warna
Itna karam kar lena

Pyar kabhi kam nahi karna
Koyi sitam kar lena

Meri subah aur meri sham
Aati hai lekar aapka naam
Aapka naam
Aapke hi kadmon mein sanam
Ghuzregi meri umra tamaam
Umra tamaam
Humko juda mat karna chahe
Sar ko kalam kar dena

Pyar kabhi kam nahi karna
Koyi sitam kar lena Mar jayenge aashiq warna
Itna karam kar lena
Pyar kabhi kam nahi karna
Koyi sitam kar lena

Maine apni khushiyan tamaam
Kar di aaj se aap ke naam
Aap ke naam
Pyar ka jab aaghaz kiya
Kyun sochein dil ka anjaam
Dil ka anjaam
Dil pe hamare teeron ki barkha
Jitna ho dum kar lena

Pyar kabhi kam nahi karna
Koyi sitam kar lena
Mar jayenge aashiq warna
Itna karam kar lena

Pyar kabhi kam nahi karna
Koyi sitam kar lena
Mar jayenge aashiq warna
Itna karam kar lena
Pyar kabhi kam nahi karna
Koyi sitam kar lena