Pyar Ka Samay Kam Hai Jahan Lyrics - Raampur Ka Lakshman
Pyar Ka Samay Kam Hai Jahan Lyrics from Raampur Ka Lakshman is Hindi song in the voices of Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Pyar Ka Samay Kam Hai Jahan song lyrics are written by Majrooh Sultanpuri, its music is given by R D Burman. Raampur Ka Lakshman is a 1972 Hindi movie starring Randhir Kapoor, Rekha and Shatrughan Sinha.
Pyar Ka Samay Kam Hai Jahan Song Detail
Song: Pyar Ka Samay Kam Hai Jahan
Album: Raampur Ka Lakshman (1972)
Singer: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Randhir Kapoor, Rekha, Shatrughan Sinha etc.
Pyar Ka Samay Kam Hai Jahan Lyrics
Aere pyar ka samay kam hai jahan
Ladte hain log kaise wahan
Kyun mere yaar maine bhi aaj
Kya baat kahi de taali
Pyar ka samay kam hai jahan
Ladte hain log kaise wahan
Kyun mere yaar maine bhi aaj
Kya baat kahi de taali
Jo bhi kare pyar main uska yaar
Galat mujhe na samajhna
Main subah shaam sabka gulaam
Itna magar yaad rakhna
Bura hoon main bas dushman ke liye
Ulfat ke jo pyase ho tum
Chahat ka hoon main bhi sawali
Pyar ka samay kam hai jahan
Ladte hain log kaise wahan
Kyun mere yaar maine bhi aaj
Kya baat kahi de taali
Abhi yeh sama hai meharban
Jhoom ke jee le deewane
Kaisi haar mastaani raat hai
Zindagi ka lele maza
Phir kya ho kaun jaane
Bhai mere kuchh na tere hath hai
Do char pal lehra ke chal
Hai zindagi kab rukane wali
Pyar ka samay kam hai jahan
Ladte hain log kaise wahan
Kyun mere yaar maine bhi aaj
Kya baat kahi de taali
Khel haseen aadat meri
Chup rehna main na jaanu
Maine yehi ab tak jaana nahi
Tum bhi mere tum bhi mere
Sabko apna hi maanu
Par yeh dil sabka deewana nahi
Aur jispe hai deewana dil
Uski ada sabse nirali
Pyar ka samay kam hai jahan
Ladte hain log kaise wahan
Kyun mere yaar maine bhi aaj
Kya baat kahi de taali
Pyar ka samay kam hai jahan
Ladte hain log kaise wahan
Kyun mere yaar maine bhi aaj
Kya baat kahi de taali