Pyaar Lagawat Pranay Mohabbat Lyrics - Chashme Buddoor


Pyaar Lagawat Pranay Mohabbat Lyrics from Chashme Buddoor is Hindi song sung by Anand Kumar C, Chitragupta Shrivastava, Hariharan, Shailendra Singh and music is given by Raj Kamal, Surya Rajkamal. Pyaar Lagawat Pranay Mohabbat song lyrics are written by Indu Jain. Chashme Buddoor is a 1981 Hindi movie starring Farooq Sheikh, Deepti Naval and Rakesh Bedi.

Pyaar Lagawat Pranay Mohabbat Lyrics - Chashme Buddoor

Pyaar Lagawat Pranay Mohabbat Song Detail


Song: Pyaar Lagawat Pranay Mohabbat
Album: Chashme Buddoor (1981)
Singer: Anand Kumar C, Chitragupta Shrivastava, Hariharan, Shailendra Singh
Musician: Raj Kamal, Surya Rajkamal
Lyricist: Indu Jain
Star Cast: Farooq Sheikh, Deepti Naval, Rakesh Bedi etc.

Pyaar Lagawat Pranay Mohabbat Lyrics

Pyaar lagawat pranay mohabbat
Prem preet ya love laamu
Naam kayi par baat wahi hai
Har kisse ki baat nayi hai

Baat na kuchh kehne ki
Baat na kuchh kehne ki
Baat na kuchh kehne ki
Baat na kuchh kehne ki
To kya gumsum rehne ki

Pyaar lagawat pranay mohabbat

Prem preet ya love laamu
Naam kayi par baat wahi hai
Har kisse ki baat nayi hai

Yaaron se jo aankh chhuraye
Dil ki dil mein baat chhupaye
Dard na khole khushi na baante
Jiske liye murawwat kaate

Band karenge hum bhi fauran
Usse hukka paani kya samjhe jaani

Baat na kuchh kehne ki
Baat na kuchh kehne ki
Baat na kuchh kehne ki To kya gumsum rehne ki

Pyaar lagawat pranay mohabbat
Prem preet ya love laamu
Naam kayi par baat wahi hai
Har kisse ki baat nayi hai

Baat na kuchh kehne ki
Baat na kuchh kehne ki
Baat na kuchh kehne ki
To kya gumsum rehne ki

Pyaar lagawat pranay mohabbat
Prem preet ya love laamu
Naam kayi par baat wahi hai
Har kisse ki baat nayi hai

Dhayi aakhar jo padh jaaye
Dhayi aakhar jo padh jaaye
Aalim faazil guru kahaye
Aalim faazil guru kahaye

Tin yaar mein ek ki jam gayi
Do ki bhi ummeedein jag gayi
Tin yaar mein ek ki jam gayi
Do ki bhi ummeedein jag gayi

Chamkegi takdeer zaroor
Samajh gaye na baat hazoor
Samajh gaye na baat hazoor