Pyaar Kiya Nahi Jaata Lyrics - Woh 7 Din
Pyaar Kiya Nahi Jaata Lyrics from Woh 7 Din is sung by Suresh Wadkar and Sadhana Sargam and written by Anand Bakshi. Music of Pyaar Kiya Nahi Jaata is composed by Laxmikant and Pyarelal. Woh 7 Din is a 1983 comedy Hindi movie starring Anil Kapoor, Padmini Kolhapure and Naseeruddin Shah. It is produced by Surinder Kapoor and directed by Bapu. Lyrics of Pyaar Kiya Nahi Jaata song is given below.

Pyaar Kiya Nahi Jaata Song Detail
Song: Pyaar Kiya Nahi Jaata
Album: Woh 7 Din (1983)
Singer: Shabbir Kumar, Lata Mangeshkar
Musician: Laxmikant, Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Anil Kapoor, Padmini Kolhapure, Naseeruddin Shah etc.
Director: Bapu
Pyaar Kiya Nahi Jaata Lyrics
Pyaar kiya nahi jaata ho jaata hai
Pyaar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai
Pyaar kiya nahi jaata ho jaata hai
Pyaar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai x (2)
Pyaar pe zor nahi koyi
Neend hazaron ne khoyi x (2)
Aakar dil ki baatoin mein
Lambi lambi raaton mein
Premi jaagte rahte hain
Isliye to kehte hain
Ke pyaar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai
Pyaar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai
Dil ka bandhan aisa hai
Dil ka bandhan aisa hai
Haal na poochho kaisa hai
Jaan humari jaati hai
Yaad tumhari aati hai
Yaad tumhari aati hai
Aankh se aansu behte hain
Isliye to kehte hain
Ke pyaar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai
Pyaar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai
In jhoolon ke mausam mein
In phoolon ke mausam mein x (2)
Kaante pyaar chubhota hai
Dard jigar mein hota hai
Hans kar hum sab sehte hain
Isliye to kehte hain
Ke pyaar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai
Pyaar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai x (2)