Premi Aashiq Awara Lyrics - Phool Aur Kaante


Premi Aashiq Awara Lyrics from Phool Aur Kaante is sung by Kumar Sanu. Premi Aashiq Awara song lyrics are written by Sameer while its music is given by Nadeem Shravan. Phool Aur Kaante is a 1991 Hindi movie starring Ajay Devgn, Madhoo and Raghunath.

Premi Aashiq Awara Lyrics - Phool Aur Kaante

Premi Aashiq Awara Song Detail


Song: Premi Aashiq Awara
Album: Phool Aur Kaante (1991)
Singer: Kumar Sanu
Musician: Nadeem Shravan
Lyricist: Sameer
Star Cast: Ajay Devgn, Madhoo, Raghunath etc.

Premi Aashiq Awara Lyrics

Premi aashiq awara
Pagal majnu deewana
Premi aashiq awara
Pagal majnu deewana

Mohabbat mein yeh naam humko mile hain
Tumhein jo pasand ho aji farmana
Dil jaana
Premi aashiq awara
Pagal majnu deewana

Mehkti jawani hawa ki rawani

Humein yoon na tadpa ke ja
Humein yoon na tadpa ke ja
Baharon ki raani haseena deewani
Na dil aise dhadka ke ja
Na dil aise dhadka ke ja

Maana hai tu har haseen se haseen
Hoga na hum sa bhi dooja kahin
Hoga na hum sa bhi dooja kahin

Bhanwra chhaliya harjayi
Pagal majnu deewana
Mohabbat mein yeh naam humko mile hain
Tumhein jo pasand ho aji farmana Dil jaana
Premi aashiq awara
Pagal majnu deewana

Arre nakharewali na de humko gaali
Humein toone jaana nahi
Humein toone jaana nahi
Gulabon ki daali sharabon ki pyali
Humein yoon jalana nahi
Humein yoon jalana nahi

Oh jaan-e-jaana akadti hai kyun
Dil walon pe yoon bigadti hai kyun
Dil walon pe yoon bigadti hai kyun

Dilbar anaadi saudayi
Pagal majnu deewana
Mohabbat mein yeh naam humko mile hain
Tumhein jo pasand ho aji farmana
Dil jaana
Premi aashiq awara
Pagal majnu deewana

Premi aashiq awara
Pagal majnu deewana