Parda Rukhe Roshan Se Hatana Lyrics - Gora Aur Kala


Parda Rukhe Roshan Se Hatana Lyrics from Gora Aur Kala is Hindi song sung by Lata Mangeshkar. Parda Rukhe Roshan Se Hatana song lyrics are written by Anand Bakshi, its music is given by Laxmikant Pyarelal. Gora Aur Kala is a 1972 Hindi movie starring Rajendra Kumar, Hema Malini and Rekha.

Parda Rukhe Roshan Se Hatana Lyrics - Gora Aur Kala

Parda Rukhe Roshan Se Hatana Song Detail


Song: Parda Rukhe Roshan Se Hatana
Album: Gora Aur Kala (1972)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Rajendra Kumar, Hema Malini, Rekha etc.

Parda Rukhe Roshan Se Hatana Lyrics

Ho lala ho lala ho lala ho lala
Ho lala ho lala ho lala ho lala

Parda haan
Parda rukhe roshan se hatana
Tab jab aankhein sab band karein
Parda rukhe roshan se hatana
Tab jab aankhein sab band karein

Kyon ke mujhko sharam aati hai
Meri jaan nikal jaati hai

Meri soorat mera jalwa dikhana

Tab jab aankhein sab band karein
Parda rukhe roshan se hatana
Tab jab aankhein sab band karein

Tanha nahi hum mehfil mein hain
Na jaane kya ho mushkil mein hain
Tanha nahi hum mehfil mein hain
Na jaane kya ho mushkil mein hain

Dekho yeh ishara
Samjho yeh ishara khudara
Mujhko banana apna nishana
Tab jab aankhein sab band karein
Mujhko banana apna nishana Tab jab aankhein sab band karein
Meri soorat mera jalwa dikhana
Tab jab aankhein sab band karein

Dilbar yeh dil ki aawaz hai
Darde mohabbat ek raaz hai
Dilbar yeh dil ki aawaz hai
Darde mohabbat ek raaz hai

Kehti hai jawani
Aankhon ki zubani kahaani
Nazrein meri nazron se milana
Tab jab aankhein sab band karein
Nazrein meri nazron se milana
Tab jab aankhein sab band karein

Parda rukhe roshan se hatana
Tab jab aankhein sab band karein
Meri soorat mera jalwa dikhana
Tab jab aankhein sab band karein
Parda