Oonchi Oonchi Duniya Ki Deewarein Lyrics - Nagin
Oonchi Oonchi Duniya Ki Deewarein Lyrics from Nagin is Hindi song sung by Lata Mangeshkar. Oonchi Oonchi Duniya Ki Deewarein song lyrics are written by Rajinder Krishan, its music is given by Hemant Kumar. Nagin is a 1954 Hindi movie starring Vyjayanthimala, Pradeep Kumar and Jeevan.
Oonchi Oonchi Duniya Ki Deewarein Lyrics
Oonchi oonchi duniya ki deewarein
Saiyan tod ke ji tod ke
Main aayi re tere liye saara jag chhod ke
Oonchi oonchi duniya ki deewarein
Saiyan tod ke ji tod ke
Main aayi re tere liye saara jag chhod ke
Main aayi re tere liye saara jag chhod ke
Yaar mila dildaar mila
Mujhe ek naya sansar mila
Yaar mila dildaar mila
Mujhe ek naya sansar mila
Jhoomti bahaar aayi dil ko karaar mila
Jhoomti bahaar aayi dil ko karaar mila
Jaane na doongi mukh mod ke ji mod ke
Main aayi re tere liye saara jag chhod ke
Oonchi oonchi duniya ki deewarein
Saiyan tod ke ji tod ke
Main aayi re tere liye saara jag chhod ke
Main aayi re tere liye saara jag chhod ke
Raat nayi har baat nayi hai
Taaron ki baraat nayi
Raat nayi har baat nayi hai
Taaron ki baraat nayi
Ik nayi duniya mein huyi mulakaat nayi
Ik nayi duniya mein huyi mulakaat nayi
Jaane na doongi mukh mod ke ji mod ke
Main aayi re tere liye saara jag chhod ke
Oonchi oonchi duniya ki deewarein
Saiyan tod ke ji tod ke
Main aayi re tere liye saara jag chhod ke
Main aayi re tere liye saara jag chhod ke
Oonchi Oonchi Duniya Ki Deewarein Song Detail
Song: Oonchi Oonchi Duniya Ki Deewarein
Album: Nagin (1954)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Hemant Kumar
Lyricist: Rajinder Krishan
Star Cast: Vyjayanthimala, Pradeep Kumar, Jeevan etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana