O Rabba Koi To Bataaye Pyaar Hota Hai Kya Lyrics - Sangeet


O Rabba Koi To Bataaye Pyaar Hota Hai Kya Lyrics from Sangeet: O Rabba Koi To Bataaye Pyaar Hota Hai Kya is a beautiful hindi song from 1992 bollywood film Sangeet. This song is composed by Anand and Milind. Anuradha Paudwal and Suresh Wadkar has sung this song. Its lyrics are written by Santosh Anand. Sangeet is a 1992 Hindi movie starring Jackie Shroff, Madhuri Dixit and Aruna Irani.

O Rabba Koi To Bataaye Pyaar Hota Hai Kya Lyrics - Sangeet

O Rabba Koi To Bataaye Pyaar Hota Hai Kya Song Detail


Song: O Rabba Koi To Bataaye Pyaar Hota Hai Kya
Album: Sangeet (1992)
Singer: Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar
Musician: Anand, Milind
Lyricist: Santosh Anand
Star Cast: Jackie Shroff, Madhuri Dixit, Aruna Irani etc.

O Rabba Koi To Bataaye Pyaar Hota Hai Kya Lyrics

O rabba ho
O rabba koi to bataaye
O rabba koi to bataaye pyaar hota hai kya
Jaisa mujhe ho gaya sabko hota hai kya
O rabba koi to bataaye...

Yeh kaun aaya lage man bhaayaa
Zindagi ke paas mujhe kaun le aaya
O rabba koi to bataaye chain hota hai kya
Jaisa mera kho gaya sabakaa khota hai kya
O rabba koi to bataaye...

Khyaalon ke baagon mein main jab khadi thi
Tabhi ek gul ne awaaz di thi
Kali si mehakne lagi tu kyon gori
Chhalakane lagi kyon yeh gaagar tori
Phool poochhataa raha main sochti rahi
O rabba koi to bataaye roop hota hai kya
Jaisa mera khil gaya sabakaa khilta hai kya
O rabba koi to bataaye...

Hum to oonche gagan mein udane lage
Ek dooje se judane lage
O rabba koi to bataaye mit hota hai kya
Jaisa mujhe mil gaya sabko milta hai kya O rabba koi to bataaye...