O Haseena Zulfon Wali Jaane Jahan Lyrics - Teesri Manzil


O Haseena Zulfon Wali Jaane Jahan Lyrics from Teesri Manzil is Hindi song in the voices of Asha Bhosle, Mohammed Rafi. O Haseena Zulfon Wali Jaane Jahan song lyrics are written by Majrooh Sultanpuri, its music is given by R D Burman. Teesri Manzil is a 1966 Hindi movie starring Shammi Kapoor, Asha Parekh and Prem Chopra.

O Haseena Zulfon Wali Jaane Jahan Lyrics - Teesri Manzil

O Haseena Zulfon Wali Jaane Jahan Song Detail


Song: O Haseena Zulfon Wali Jaane Jahan
Album: Teesri Manzil (1966)
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Shammi Kapoor, Asha Parekh, Prem Chopra etc.

O Haseena Zulfon Wali Jaane Jahan Lyrics

O haseena zulfon wali jaane jahan
Dhoondhti hain kaafir aankhein kiska nishaan
O haseena zulfon wali jaane jahan
Dhoondhti hain kaafir aankhein kiska nishaan
Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahan
Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahan

Woh anjana dhoondhti hoon
Woh deewana dhoondhti hoon
Jala kar jo chhip gaya hai
Woh parwana dhoondhti hoon

Garm hai tez hai yeh nigaahein meri
Kaam aa jayengi sard aahein meri
Hey tum kisi raah mein to miloge kahin
Arre ishq hoon main kahin theharta hi nahi
Main bhi hoon galiyon ki parchhayi
Kabhi yahan kabhi wahan
Shaam hi se kuchh ho jaata hai
Mera bhi jaadu jawan

O haseena zulfon wali jaane jahan
Dhoondhti hain kaafir aankhein kiska nishaan
Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahan
Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahan

Woh anjana dhoondhti hoon
Woh deewana dhoondhti hoon
Jala kar jo chhip gaya hai
Woh parwana dhoondhti hoon

Chhip rahe hain yeh kya dhang hai aapka
Aaj to kuchh naya rang hai aapka
Haaye aaj ki raat main kya se kya ho gayi
Aha aap ki saadgi to bala ho gayi
Main bhi hoon galiyon ki parchhayi
Kabhi yahan kabhi wahan
Shaam hi se kuchh ho jaata hai
Mera bhi jaadu jawan

O haseena zulfon wali jaane jahan
Dhoondhti hain kaafir aankhein kiska nishaan
Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahan
Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahan

Woh anjana dhoondhti hoon
Woh deewana dhoondhti hoon
Jala kar jo chhip gaya hai
Woh parwana dhoondhti hoon

Thehariye to sahi kahiye kya naam hai
Meri badnaamiyon ka wafa naam hai
Oho qatl karke chale yeh wafa khoob hai
Haaye naadan teri yeh ada khoob hai
Main bhi hoon galiyon ki parchhayi
Kabhi yahan kabhi wahan
Shaam hi se kuchh ho jaata hai
Mera bhi jaadu jawan

O haseena zulfon wali jaane jahan
Dhoondhti hain kaafir aankhein kiska nishaan
Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahan
Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahan

Woh anjana dhoondhti hoon
Woh deewana dhoondhti hoon
Jala kar jo chhip gaya hai
Woh parwana dhoondhti hoon