Neend Kabhi Rehti Thi Aankhon Mein Lyrics - Aasra


Neend Kabhi Rehti Thi Aankhon Mein Lyrics from the movie Aasra is sung by Lata Mangeshkar, its music is composed by Laxmikant and Pyarelal and lyrics are written by Anand Bakshi. Aasra is a 1966 Hindi movie starring Biswajeet, Mala Sinha and Ameeta.

Neend Kabhi Rehti Thi Aankhon Mein Lyrics - Aasra

Neend Kabhi Rehti Thi Aankhon Mein Song Detail


Song: Neend Kabhi Rehti Thi Aankhon Mein
Album: Aasra (1966)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Laxmikant, Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Biswajeet, Mala Sinha, Ameeta etc.

Neend Kabhi Rehti Thi Aankhon Mein Lyrics

Neend kabhi rehti thi aankhon mein
Ab rehte hain saanwariya
Ab rehte hain saanwariya
Chain kabhi rehta tha is dil mein
Ab rehte hain saanwariya
Ab rehte hain saanwariya

Log mujhse kahein dekho udhar nikla hai chaand
Kaun dekhe udhar jaane kidhar nikla hai chaand
Chaand kabhi rehta tha nazron mein
Ab rehte hain saanwariya

Ab rehte hain saanwariya

Jhooth boli pawan kehne lagi aayi bahaar
Hum baagon mein gaye
Dekha wahan pyar hi pyar
Phool rehte honge chaman mein kabhi
Ab rehte hain saanwariya
Ab rehte hain saanwariya

Baat pehle thi aur toofan se darte the hum
Baat ab aur hai, ab hai hamein kaahe ka gham
Sath kabhi maajhi the sang lekin
Ab rehte hain.. saanwariya
Ab rehte hain saanwariya

Neend kabhi rehti thi aankhon mein
Ab rehte hain saanwariya
Ab rehte hain saanwariya