Naina Mere Rang Bhare Lyrics - Blackmail
Naina Mere Rang Bhare Lyrics from Blackmail is sung by Lata Mangeshkar. Naina Mere Rang Bhare song lyrics are written by Rajinder Krishan while its music is given by Kalyanji Anandji. Blackmail is a 1973 Hindi movie starring Shatrughan Sinha, Dharmendra and Madan Puri.
Naina Mere Rang Bhare Lyrics
Ho naina mere rang bhare sapne to sajane lage
Kya pata pyar ki shamma jale na jale
Ho naina mere rang bhare sapne to sajane lage
Aayenge woh aayenge
Main soch soch sharmaun
Kya hoga kya na hoga
Main man hi man ghabraun
Aaj milan ho jaye to samjho din badle mere
Ho naina mere rang bhare sapne to sajane lage
Kya pata pyar ki shamma jale na jale
Jaanu na main to jaanu na
Roothe roothe piya ko manana
Bindiya ho meri bindiya
Mujhe preet ki reet sikhana
Main to sajan ki ho hi chuki
Woh kyun na huye mere
Ho naina mere rang bhare sapne to sajane lage
Kya pata pyar ki shamma jale na jale
Kajra mera kajra
Meri ankhiyon ka ban gaya paani
Toota dil toota
Meri tadap kisi ne na jaani
Pyar mera hai ek parchhayi
Hath lage na mere
Naina Mere Rang Bhare Song Detail
Song: Naina Mere Rang Bhare
Album: Blackmail (1973)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Kalyanji Anandji
Lyricist: Rajinder Krishan
Star Cast: Shatrughan Sinha, Dharmendra, Madan Puri etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana