Nahin Hona Tha Lyrics - Pardes


Nahin Hona Tha Lyrics from Pardes is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan, Hema Sardesai and Sabri Brothers. Nahin Hona Tha song lyrics are written by Anand Bakshi while its music is given by Nadeem Shravan. Pardes is a 1997 Hindi movie starring Shah Rukh Khan, Amrish Puri and Mahima Chaudhry.

Nahin Hona Tha Lyrics - Pardes

Nahin Hona Tha Song Detail


Song: Nahin Hona Tha
Album: Pardes (1997)
Singer: Alka Yagnik, Udit Narayan, Hema Sardesai, Sabri Brothers
Musician: Nadeem Shravan
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Shah Rukh Khan, Amrish Puri, Mahima Chaudhry etc.

Nahin Hona Tha Lyrics

Ho rabba ho rabba

Yeh mohabbat bhi ek ibadat hai
Aur yeh ibadat bhi ek mohabbat hai

Yeh bhi deewangi hai
Woh bhi deewangi hai
Yeh bhi dil ki lagi hai
Woh bhi dil ki lagi hai
Mujhko kya ho gaya hai
Sabko hairangi hai

Ho gaya hai mujhe pyar

Ho gaya hai mujhe pyar

Nahin hona tha
Arre nahi hona tha
Arre nahi hona tha
Nahin hona tha
Nahin hona tha

Arre nahi hona tha
Arre nahi hona tha
Nahin hona tha
Nahin hona tha lekin ho gaya

Ho gaya hai mujhe pyar
Ho gaya hai mujhe pyar Ho gaya hai mujhe pyar

Nahin hona tha
Arre nahi hona tha
Nahin hona tha
Nahin hona tha lekin ho gaya
Ho gaya hai mujhe pyar
Ho gaya hai mujhe pyar
Ho gaya hai mujhe pyar
Ho gaya hai mujhe pyar

Is pyar ke yeh kis mod par
Woh chal diye mujhko chhod kar
Aage ja na sakun
Peechhe ja na sakun
Gham dikha na sakun
Gham chhupa na sakun
Gham dikha na sakun
Gham chhupa na sakun

Samne mere aag ka dariya
Doob ke jaana paar
Ho gaya hai mujhe pyar
Ho gaya hai mujhe pyar
Nahin hona tha
Nahin hona tha lekin ho gaya
Ho gaya hai mujhe pyar
Ho gaya hai mujhe pyar

Zamana dilon ko nahi janta hai
Zamane ko yeh dil nahi manta hai
Nahi aur koyi faqat ishq hai woh
Jo aashiq ki nazron ko pehchanta hai
Jo aashiq ki nazron ko pehchanta hai

Ab waqt faisle ka nazdeek aa gaya hai
Kya faisla karun main
Dil ne to yeh kaha hai
Dil dil dil ne to yeh kaha hai
Dil dil dil dil ne to yeh kaha hai

Jeene ka hai shauk to
Marne ko hoja taiyar
Ho gaya hai mujhe pyar
Ho gaya hai mujhe pyar
Nahin hona tha
Nahin hona tha lekin ho gaya
Ho gaya hai mujhe pyar
Ho gaya hai mujhe pyar

Wapas kar aayi babul ko
Main shaadi ka joda
Maine pyar ko pehan liya hai
Pyar ko sar pe odha

Phenk di maine gali mein
Jhoothi rasmon ki angoothi
Tod diye sab laaj ke pehre
Main har kaid se chhooti

Pag pag thokar khaun
Chalti jaaun akhiyan meeche
Aage mere saajan ka ghar
Duniya reh gayi peechhe

Haan ek dua maangun main
Bichhda yaar mujhe mil jaaye
Mere peero murshid mera oh
Pyar mujhe mil jaaye

Apna laal dupatta maine
Dil ke khoon se ranga
Apna laal dupatta maine
Dil ke khoon se ranga
Yeh sangam ho jaaye
Sagar se mil jaaye Ganga
Sagar se mil jaaye Ganga
Sagar se mil jaaye Ganga
Saagar se mil jaaye Ganga

Nahin hona tha nahin hona the
Nahin hona tha nahin hona the
Nahin hona tha
Nahin hona tha lekin ho gaya
Ho gaya hai mujhe pyar
Ho gaya hai mujhe pyar
Ho gaya hai mujhe pyar

Nahin hona tha nahin hona tha
Nahin hona tha nahin hona tha
Nahin hona tha
Nahin hona tha lekin ho gaya
Ho gaya hai mujhe pyar
Ho gaya hai mujhe pyar
Ho gaya hai mujhe pyar

Meri mehbooba meri mehbooba
Meri mehbooba meri mehbooba
Meri mehbooba