Nafrat Ki Duniya Ko Chhod Ke Lyrics - Haathi Mere Saathi
Nafrat Ki Duniya Ko Chhod Ke Lyrics from Haathi Mere Saathi is Hindi song sung by Mohammed Rafi and music is given by Laxmikant Pyarelal. Nafrat Ki Duniya Ko Chhod Ke song lyrics are written by Anand Bakshi. Haathi Mere Saathi is a 1971 Hindi movie starring Rajesh Khanna, Tanuja and Madan Puri.
Nafrat Ki Duniya Ko Chhod Ke Lyrics
Nafrat ki duniya ko chhod ke
Khush rehna mere yaar
Nafrat ki duniya ko chhod ke
Pyar ki duniya mein
Khush rehna mere yaar
Nafrat ki duniya ko chhod ke
Pyar ki duniya mein
Khush rehna mere yaar
Is jhooth ki nagri se
Tod ke naata ja pyare
Amar rahe tera pyaar
Khush rehna mere yaar
Jab jaanwar koyi insaan ko maare
Jab jaanwar koyi insaan ko maare
Kehte hain duniya mein vehshi use saare
Ek jaanwar ki jaan Aaj insano ne li hai
Chup kyun hai sansar
Khush rehna mere yaar
Bas aakhiri sun le yeh mel hai apna
Bas aakhiri sun le yeh mel hai apna
Bas khatm aye saathi yeh khel hai apna
Ab yaad mein teri beet jayenge ro ro ke
Jeevan ke din char
Nafrat ki duniya ko chhod ke
Pyar ki duniya mein
Khush rehna mere yaar
Khush rehna mere yaar
Khush rehna mere yaar
Khush rehna mere yaar
Nafrat Ki Duniya Ko Chhod Ke Song Detail
Song: Nafrat Ki Duniya Ko Chhod Ke
Album: Haathi Mere Saathi (1971)
Singer: Mohammed Rafi
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Rajesh Khanna, Tanuja, Madan Puri etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana