Na Shehar Mein Hua - Pyaar To Hota Hai Pyaar Lyrics - Parwana


Na Shehar Mein Hua - Pyaar To Hota Hai Pyaar Lyrics from Parwana: Na Shehar Mein Hua - Pyaar To Hota Hai Pyaar is a beautiful hindi song from 2003 bollywood film Parwana. This song is composed by Sanjeev Darshan. Alka Yagnik and Udit Narayan has sung this song. Its lyrics are written by Sameer. Parwana is a 2003 Hindi movie starring Ajay Devgn, Ameesha Patel and Pooja Batra.

Na Shehar Mein Hua - Pyaar To Hota Hai Pyaar Lyrics - Parwana

Na Shehar Mein Hua - Pyaar To Hota Hai Pyaar Song Detail


Song: Na Shehar Mein Hua - Pyaar To Hota Hai Pyaar
Album: Parwana (2003)
Singer: Alka Yagnik, Udit Narayan
Musician: Sanjeev Darshan
Lyricist: Sameer
Star Cast: Ajay Devgn, Ameesha Patel, Pooja Batra etc.

Na Shehar Mein Hua - Pyaar To Hota Hai Pyaar Lyrics

Na shehar mein hua na hi ghar mein hua
Pyaar to bas hua ik nazar mein hua
Yeh to aaye nazar dil ke paar
Pyaar to hota hai pyaar -4
Na shehar mein hua... dil ke paar
Pyaar to hota hai pyaar -4

Har saans mein ab teri baat hai
Meri zindagi ab mere sath hai
Tu ban gayi hai zarurat meri
Tere liye hai mohabbat meri

Maine suna isko toone suna
Yeh ishq hai dhadkanon ki sada
Dil pe chhaya hai iska kumaar
Pyaar to hota hai pyaar -2
Pyaar to hota hai pyaar -2

Aisa kabhi pehle hota na tha
Mera chain to aise khota na tha
Kaise hui aisi haalat meri
Paagal banaati hai chahat teri
Tujhko khabar na mujhe tha pata
Is dard ki na koi hai dava
Hum to rehne lage bekaraar Pyaar to hota hai pyaar -2
Pyaar to hota hai pyaar -2

Na shehar mein hua na hi ghar mein hua
Pyaar to bas hua ik nazar mein hua
Yeh to aaye nazar dil ke paar
Pyaar to hota hai pyaar -2
Pyaar to hota hai pyaar -2

More Lyrics From Parwana