Mungda Mungda Lyrics - Inkaar


Mungda Mungda Lyrics from Inkaar is sung by Usha Mangeshkar. Mungda Mungda song lyrics are written by Majrooh Sultanpuri while its music is given by Rajesh Roshan. Inkaar is a 1977 Hindi movie starring Vinod Khanna, Vidya Sinha and Shreeram Lagoo.

Mungda Mungda Lyrics - Inkaar

Mungda Mungda Song Detail


Song: Mungda Mungda
Album: Inkaar (1977)
Singer: Usha Mangeshkar
Musician: Rajesh Roshan
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Vinod Khanna, Vidya Sinha, Shreeram Lagoo etc.

Mungda Mungda Lyrics

Tu mungda mungda main gud ki dali
Mangta hai to aaja rasiya
Naahi to main yeh chali
Mangta hai to aaja rasiya
Naahi to main yeh chali

Tu mungda mungda main gud ki dali
Mangta hai to aaja rasiya
Naahi to main yeh chali
Mangta hai to aaja rasiya
Naahi to main yeh chali

Ho le baiyan thaam gori gulabi
Le baiyan thaam gori gulabi
Daaru ki botal chhod oh re anaadi sharabi
Daaru ki botal chhod oh re anaadi sharabi
Oh sharabi

Mungda mungda mungda main gud ki dali
Zara mera nasha bhi chakh le aaya jo meri gali

Aafat ki chaal dekhe so lut jaaye
Aafat ki chaal dekhe so lut jaaye
Doon jispe naina daar
Hathon se pyala satak jaaye
Doon jispe naina daar Hathon se pyala satak jaaye
Aa chitak ja

Mungda mungda mungda main gud ki dali
Kaisa mulga hai re sharmila
Tujhse to mulgi bhali
Kaisa mulga hai re sharmila
Tujhse to mulgi bhali

Tu mungda mungda main gud ki dali
Mangta hai to
Mangta hai to aaja rasiya
Naahi to main yeh chali
Mangta hai to aaja rasiya
Naahi to main yeh chali



More Lyrics From Inkaar