Mohabbat Ho Gayi Jinse Lyrics - Kahin Din Kahin Raat

Mohabbat Ho Gayi Jinse Lyrics from Kahin Din Kahin Raat is Hindi song in the voice of Asha Bhosle. Mohabbat Ho Gayi Jinse song lyrics are written by S H Bihari, its tune is made by O P Nayyar.

Mohabbat Ho Gayi Jinse Lyrics - Kahin Din Kahin Raat
Mohabbat Ho Gayi Jinse Song Detail Song : Mohabbat Ho Gayi Jinse
Album : Kahin Din Kahin Raat (1968)
Singer : Asha Bhosle
Musician : O. P. Nayyar
Lyricist : S. H. Bihari

Mohabbat Ho Gayi Jinse Lyrics

Mohabbat ho gayi jinse
Shikayat unse kya hogi
Zabaan tak baat jo aayi
Yakeenan woh dua hogi
Mohabbat ho gayi jinse

Gila kaise karun unse
Main unki bewafai ka
Kiya karte hain jo dawa

Mohabbat mein khudai ka

Agar woh mujhse roothe hain
To meri hi khata hogi
Zabaan tak baat jo aayi
Yakeenan woh dua hogi
Mohabbat ho gayi jinse

Mohabbat mein jise aye dil
Saza-e-maut mil jaaye Mohabbat mein jise aye dil
Saza-e-maut mil jaaye
Woh marke bhi zamane mein
Kabhi marne nahi paaye

Kahan aisi adaalat hai
Kahan aisi saza hogi
Mohabbat ho gayi jinse