Mile Na Phool To Kanton Se Dosti Kar Li Lyrics - Anokhi Raat
Mile Na Phool To Kanton Se Dosti Kar Li Lyrics from the movie Anokhi Raat is sung by Mohammad Rafi, its music is composed by Roshan and lyrics are written by Indeevar. Anokhi Raat is a 1968 Hindi movie starring Sanjeev Kumar, Zahida and Ajay Sahani.
Mile Na Phool To Kanton Se Dosti Kar Li Lyrics
Mile na phool to kanton se dosti kar li
Mile na phool to kanton se dosti kar li
Isi tarah se basar
Isi tarah se basar humne zindagi kar li
Mile na phool
Ab aage jo bhi ho anjam dekha jaayega
Ab aage jo bhi ho anjam dekha jaayega
Khuda tarash liya
Khuda tarash liya aur bandagi kar li
Mile na phool to kanton se dosti kar li
Nazar mili bhi na thi aur unko dekh liya
Nazar mili bhi na thi aur unko dekh liya
Zuban khuli bhi na thi
Zuban khuli bhi na thi aur baat bhi kar li
Mile na phool..
Woh jinko pyaar hai chaandi se, ishq sone se
Woh jinko pyaar hai chaandi se, ishq sone se
Wohi kahenge kabhi
Wohi kahenge kabhi humne kudkushi kar li
Mile na phool to kanton se dosti kar li
Isi tarah se basar humne zindagi kar li
Mile na phool
Mile Na Phool To Kanton Se Dosti Kar Li Song Detail
Song: Mile Na Phool To Kanton Se Dosti Kar Li
Album: Anokhi Raat (1968)
Singer: Mohammad Rafi
Musician: Roshan
Lyricist: Indeevar
Star Cast: Sanjeev Kumar, Zahida, Ajay Sahani etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana