Mil Gaye Mil Gaye Aaj Mere Sanam Lyrics - Kanyadaan
Mil Gaye Mil Gaye Aaj Mere Sanam song belongs to the Mohan Sehgal's film Kanyadaan starring Shashi Kapoor, Asha Parekh, Sayeeda Khan and Om Parkesh. Mil Gaye Mil Gaye Aaj Mere Sanam Lyrics are penned by Hasrat Jaipuri while this track is sung by Lata Mangeshkar. Kanyadaan is a 1968 Hindi movie starring Shashi Kapoor, Asha Parekh and Sayeeda Khan.
Mil Gaye Mil Gaye Aaj Mere Sanam Lyrics
Mil gaye mil gaye aaj mere sanam
Mil gaye mil gaye aaj mere sanam
Aaj mere zameen par nahi hain kadam
Aaj mere zameen par nahi hain kadam
Mil gaye mil gaye aaj mere sanam
Mil gaye mil gaye aaj mere sanam
Aaj mere zameen par nahi hain kadam
Aaj mere zameen par nahi hain kadam
Aye nazron zara kaam itna karo
Aye nazron zara kaam itna karo
Tum meri maang mein aaj moti bharo
Tum meri maang mein aaj moti bharo
Ik ujala hua dhal gayi shaam-e-gham
Ik ujala hua dhal gayi shaam-e-gham
Aaj mere zameen par nahi hain kadam
Mil gaye mil gaye aaj mere sanam
Mil gaye mil gaye aaj mere sanam
Aaj mere zameen par nahi hain kadam
Aaj mere zameen par nahi hain kadam
Woh kahan chhup rahe the main hairan thi
Woh kahan chhup rahe the main hairan thi
Meri sadiyon se unse hi pehchan thi
Meri sadiyon se unse hi pehchan thi
Aise kisse zamane mein hote hain kam
Aise kisse zamane mein hote hain kam
Aaj mere zameen par nahin hain kadam
Mil gaye mil gaye aaj mere sanam
Mil gaye mil gaye aaj mere sanam
Aaj mere zameen par nahi hain kadam
Aaj mere zameen par nahi hain kadam
Umra bhar ki tadap ko karaar aa gaya
Umra bhar ki tadap ko karaar aa gaya
Unse aankhein mili mujhko pyar aa gaya
Unse aankhein mili mujhko pyar aa gaya
Yaad karti rahi main unhein dum-ba-dum
Yaad karti rahi main unhein dum-ba-dum
Aaj mere zameen par nahin hain kadam
Mil gaye mil gaye aaj mere sanam
Mil gaye mil gaye aaj mere sanam
Aaj mere zameen par nahi hain kadam
Aaj mere zameen par nahi hain kadam
Mil Gaye Mil Gaye Aaj Mere Sanam Song Detail
Song: Mil Gaye Mil Gaye Aaj Mere Sanam
Album: Kanyadaan (1968)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Shankar, Jaikishan
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Star Cast: Shashi Kapoor, Asha Parekh, Sayeeda Khan etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana