Meri Maa Ne Laga Diye Solah Button Lyrics - Darr


Meri Maa Ne Laga Diye Solah Button Lyrics from Darr is Hindi song in the voices of Lata Mangeshkar, Kavita Krishnamurthy. Meri Maa Ne Laga Diye Solah Button song lyrics are written by Anand Bakshi, its music is given by Shiv-Hari. Darr is a 1993 Hindi movie starring Raj Hans ..., Neena Gupta ... and Annu Kapoor.

Meri Maa Ne Laga Diye Solah Button Lyrics - Darr

Meri Maa Ne Laga Diye Solah Button Song Detail


Song: Meri Maa Ne Laga Diye Solah Button
Album: Darr (1993)
Singer: Lata Mangeshkar, Kavita Krishnamurthy
Musician: Shiv-Hari
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Raj Hans ..., Neena Gupta ..., Annu Kapoor etc.

Meri Maa Ne Laga Diye Solah Button Lyrics

Meri maa ne
Meri maa ne laga diye solah button
Meri choli mein
Mere babul
Ho mere babul tu ab jaldi se
Bitha de mujhe doli mein

Meri maa ne laga diye solah button
Meri choli mein
Mere babul
Ho mere babul tu ab jaldi se

Bitha de mujhe doli mein
Mere babul tu ab jaldi se
Bitha de mujhe doli mein

Meri paayal mein satrah ghunghru
Main satrah saal ki huyi
Yehi to woh
Ho yehi to woh umar hai jismein
Ke sohni mahiwal ki huyi
Yehi to woh umar hai jismein
Ke sohni mahiwal ki huyi

Mere hathon mere hathon
Mere hathon mein athrah choodiyan Main chham chham nachdi phiraan
Pichhe picche
Ho pichhe picche meri laaj nigodi
Main aage aage nachdi phiraan
Oye balle balle balle balle balle

Pichhe picche meri laaj nigodi
Main aage aage nachdi phiraan

Jhoothi dadhi pe moochh laga ke
Daga woh beiman de gaya oye
Aaya ban ke
Ho aaya ban ke gali ka darzi
Kameez ka woh naap le gaya
Aaya ban ke gali ka darzi
Kameez ka woh naap le gaya

Kaise de doon haaye
Kaise de doon de doon
Kaise de doon main dil tujhe sajna
Yeh dil hai rumaal to nahi
Kaise le loon
Kaise le loon main tere kangna
Kahin yeh koyi chaal to nahi

Koyi ladka pasand nahi aaya
Ke bas maine na kar di
Naam uska
Naam uska magar jab aaya
To phatt maine haan kar di
Oye shava shava shava

Kaise jaaun sajna se milne
Main kaise ikraar kar loon
Sab poochhenge
Ho sab poochhenge aayi kahan se
Bahana taiyar kar loon
Sab poochhenge aayi kahan se
Bahana taiyar kar loon

Mere naino ke teer kamaan se
Chura ke saare teer le gaya
Main naha ke talab se nikli
Woh meri tasveer le gaya

Kuchh deke kya
Kuchh deke use tu wapas
Woh teri tasveer maang le
Aisa na ho
Aisa na ho ke chaurahe pe
Woh teri tasveer taang de
Aisa na ho ke chaurahe pe
Woh teri tasveer taang de

Mujhe sakhiyon
Mujhe sakhiyon aise na nachao ki
Yeh hai sasural meri
Mere lehnge mein
Mere lehnge mein
Mere lehnge mein ghunghru lagao
To phir dekho chal meri
To phir dekho chal meri
To phir dekho chal meri

Meri maa ne
Meri maa ne laga diye solah button
Meri choli mein
Mere babul
Ho mere babul tu ab jaldi se
Bitha de mujhe doli mein