Meri Dooron Se Aayi Baraat Lyrics - Kaala Patthar


Meri Dooron Se Aayi Baraat Lyrics from the movie Kaala Patthar is sung by Lata Mangeshkar, its music is composed by Rajesh Roshan and lyrics are written by Sahir Ludhianvi. Kaala Patthar is a 1979 Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor and Shatrughan Sinha.

Meri Dooron Se Aayi Baraat Lyrics - Kaala Patthar

Meri Dooron Se Aayi Baraat Song Detail


Song: Meri Dooron Se Aayi Baraat
Album: Kaala Patthar (1979)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Rajesh Roshan
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Star Cast: Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Shatrughan Sinha etc.

Meri Dooron Se Aayi Baraat Lyrics

Meri dooron se aayi baraat
Maiya main to pahuni
Meri dooron se aayi baraat
Maiya main to pahuni

Balma chhail chhabeela, man ko mohe
Joda rang rangeela, tan pe sohe
Balma chhail chhabeela, man ko mohe
Main to vaari jaaoon, balihari jaaoon
Pada paanv yeh kiska aangan mein
Khile phool se mere tan man mein

Chhoota maike ki galiyon ka sath
Maiya main to pahuni
Meri dooron se aayi baraat
Maiya main to pahuni

Le gaye dil ko loot ke tere bol raseele
Ghayal kar gaye haaye
Ghayal kar gaye jaan ko tere nain kateele
Le gaye dil ko loot ke tere bol raseele
Main to vaari jaaoon, balihari jaaoon
Jab mukhda dekhoon darpan mein
Teri soorat ubhre nainan mein
Bhali laage na naihar ki baat Maiya main to pahuni
Meri dooron se aai baraat
Maiya main to pahuni

Vaar diya maine tujh par, dil vaar diya
Haar diya maine sab kuchh, arre haar diya
Maar diya toone julmi, haaye maar diya
Main to vaari jaaoon, balihari jaaoon
Tera naam base meri dhadkan mein
Tera roop hanse mere sapnan mein
Liya saajan ne hathon mein hath
Maiya main to ho pahuni
Meri dooron se aai baraat
Maiya main to pahuni
Meri dooron se aai baraat
Maiya main to pahuni