Mere Naseeb Mein Aye Dost Lyrics - Do Raaste
Mere Naseeb Mein Aye Dost Lyrics from Do Raaste: Listen to this song which is in the fabulous voice of Kishore Kumar. Music of this song is scored by Laxmikant and Pyarelal and Mere Naseeb Mein Aye Dost Lyrics are penned by Anand Bakshi. Do Raaste is a 1969 Hindi movie starring Rajesh Khanna, Mumtaz and Prem Chopra.
Mere Naseeb Mein Aye Dost Lyrics
Khiza ke phool pe
Aati kabhi bahaar nahin
Mere naseeb mein aye dost
Tera pyaar nahin
Mere naseeb mein aye dost
Tera pyaar nahin
Khiza ke phool pe
Aati kabhi bahaar nahin
Mere naseeb mein aye dost
Tera pyaar nahin
Na jaane pyaar mein kab
Main zubaan se phir jaaun
Main banke aansoo khud apni
Nazar se gir jaaoon
Teri kasam hai mera koyi aitbar nahin
Mere naseeb mein aye dost
Tera pyaar nahin
Main roz lab pe nayi
Ek aah takta hoon
Main roz ek naye gham ki
Raah takta hoon
Kisi khushi ka mere dil ko intezar nahin
Mere naseeb mein aye dost
Tera pyaar nahin
Gareeb kaise mohabbat kare ameeron se
Bichhad gaye hain kayi
Raanjhe apni Heeron se
Kisi ko apne muqaddar pe ikhtiyar nahin
Mere naseeb mein aye dost
Tera pyaar nahin
Khiza ke phool pe
Aati kabhi bahaar nahin
Mere naseeb mein aye dost
Tera pyaar nahin
Mere Naseeb Mein Aye Dost Song Detail
Song: Mere Naseeb Mein Aye Dost
Album: Do Raaste (1969)
Singer: Kishore Kumar
Musician: Laxmikant, Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Rajesh Khanna, Mumtaz, Prem Chopra etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana