Mere Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse Lyrics - Aaye Din Bahar Ke


Mere Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse song belongs to the Raghunath Jhalani's film Aaye Din Bahar Ke starring Dharmendra, Asha Parekh, Nazima and Sulochna. Mere Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse Lyrics are penned by Anand Bakshi while this track is sung by Mohammad Rafi. Aaye Din Bahar Ke is a 1966 Hindi movie starring Dharmendra, Asha Parekh and Nazima.

Mere Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse Lyrics - Aaye Din Bahar Ke

Mere Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse Song Detail


Song: Mere Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse
Album: Aaye Din Bahar Ke (1966)
Singer: Mohammad Rafi
Musician: Laxmikant, Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Dharmendra, Asha Parekh, Nazima etc.

Mere Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse Lyrics

Mere dil se sitamgar
Tune acchi dillagi ki hai
Ke ban ke dost
Apne dosto se dushmani ki hai

Mere dushman tu meri dosti ko tarse
Mere dushman tu meri dosti ko tarse
Mujhe gamm dene waale tu khusi ko tarse
Mere dushman

Tu phool bane patjhad kaa
Tujh pe bahaar na aaye kabhi

Meri hi tarah tu tadpe
Tujhko karaar na aaye kabi
Tujhko karara na aaye kabi

Jiye tu iss tarah ke zindgi ko tarse
Mere dushman tu meri dosti ko tarse
Mere dushman

Itna to asar kar jayein
Meri wafaayein oh bewfa
Ek roz tujhe yaad aayein
Apni jafaayein oh bewfa
Apni jafaayein oh bewfa

Pashemaan hoke roye tu hasi ko tarse Mere dushman tu meri dosti ko tarse
Mere dushman

Tere ghulshan se zyada
Viran koyi virana na ho
Iss duniya mein koyi tera
Apna to kya beghana na ho
Apna to kya beghana na ho

Kisi ka pyaar kya tu berukhi ko tarse
Mere dushman tu meri dosti ko tarse
Mujhe gamm dene waale tu khusi ko tarse
Mere dushman