MERE DOST KISSA YEH KYA HO GAYA LYRICS - Dostana
Mere Dost Kissa Yeh Kya Ho Gaya song belongs to the Raj Khosla's film Dostana starring Amitabh Bachchan, Shatrughan Sinha, Zeenat Aman and Prem Chopra. Mere Dost Kissa Yeh Kya Ho Gaya Lyrics are penned by Anand Bakshi while this track is sung by Mohammad Rafi.

Musician : Laxmikant, Pyarelal
Lyricist : Anand Bakshi
Mere Dost Kissa Yeh Kya Ho Gaya Lyrics
Mere dost kissa yeh kya ho gaya
Mere dost kissa yeh kya ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Mere dost kissa yeh kya ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Dua bad-dua de yeh mumkin nahi
Dua bad-dua de yeh mumkin nahi
Khuda jane kya
Khuda jane kya maajra ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Agar maang le tu yeh jaan-e-jigar
Agar maang le tu yeh jaan-e-jigar
Tujhe jaan de doon main yeh jaan kar
Ke hak dosti ka
Ke hak dosti ka aada ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Qayamat se kam yaar yeh gham nahi
Qayamat se kam yaar yeh gham nahi
Ke tu aur main reh gaye hum nahi
Mera yaar mujhse
Mera yaar mujhse juda ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Mere dost kissa yeh kya ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya