Mere Dost Kissa Ye Kya Ho Gaya Lyrics - Dostana


Mere Dost Kissa Ye Kya Ho Gaya Lyrics from Dostana is sung by Mohammad Rafi. Mere Dost Kissa Ye Kya Ho Gaya song lyrics are written by Anand Bakshi while its music is given by Laxmikant and Pyarelal. Dostana is a 1980 Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Shatrughan Sinha and Zeenat Aman.

Mere Dost Kissa Ye Kya Ho Gaya Lyrics - Dostana

Mere Dost Kissa Ye Kya Ho Gaya Song Detail


Song: Mere Dost Kissa Ye Kya Ho Gaya
Album: Dostana (1980)
Singer: Mohammad Rafi
Musician: Laxmikant, Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Amitabh Bachchan, Shatrughan Sinha, Zeenat Aman etc.

Mere Dost Kissa Ye Kya Ho Gaya Lyrics

Mere dost kissa ye kya ho gaya
Mere dost kissa ye kya ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya

Mere dost kissa ye kya ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya

Dua bad-dua de yeh mumkin nahi
Dua bad-dua de yeh mumkin nahi
Mujhe tu daga de yeh mumkin nahi
Khuda jane kya

Khuda jane kya maajra ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya

Agar maang le tu yeh jaan-e-jigar
Agar maang le tu yeh jaan-e-jigar
Tujhe jaan de doon main yeh jaan kar
Ke hak dosti ka
Ke hak dosti ka aada ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya

Qayamat se kam yaar yeh gham nahi
Qayamat se kam yaar yeh gham nahi Ke tu aur main reh gaye hum nahi
Mera yaar mujhse
Mera yaar mujhse juda ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya

Mere dost kissa ye kya ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya