Mere Angne Mein Tumhara Kya Kaam Hai Lyrics - Lawaaris
Mere Angne Mein Tumhara Kya Kaam Hai Lyrics of Lawaaris (1981): This is a lovely song from Lawaaris starring Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Amjad Khan and Ranjeet. It is sung by Alka Yagnik and Amitabh Bachchan and composed by Kalyanji and Anandji. Lawaaris is a 1981 Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Zeenat Aman and Amjad Khan.
Mere Angne Mein Tumhara Kya Kaam Hai Song Detail
Song: Mere Angne Mein Tumhara Kya Kaam Hai
Album: Lawaaris (1981)
Singer: Alka Yagnik, Amitabh Bachchan
Musician: Kalyanji, Anandji
Lyricist: Prakash Mehra, Anjaan
Star Cast: Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Amjad Khan etc.
Mere Angne Mein Tumhara Kya Kaam Hai Lyrics
Mere angne mein
Arre mere angne mein tumhara kya kaam hai
Mere angne mein tumhara kya kaam hai
Jo hai naam wala
Arre jo hai naam wala wohi to badnaam hai
Mere angne mein tumhara kya kaam hai
Arre jiski biwi lambi uska bhi bada naam hai
Jiski biwi lambi
Haan jiski biwi lambi uska bhi bada naam hai
Kothe se laga do
Arre kothe se laga do seedhi ka kya kaam hai
Kothe se laga do seedhi ka kya kaam hai
Mere angne mein tumhara kya kaam hai
Arre jiski biwi moti uska bhi bada naam hai
Jiski biwi moti
Haan moti, haan moti, ho moti, moti, moti
Jiski biwi moti uska bhi bada naam hai
Bistar pe lita do
Arre bistar pe lita do gadde ka kya kaam hai
Bistar pe lita do gadde ka kya kaam hai
Mere angne mein tumhara kya kaam hai
Arre jiski biwi kaali uska bhi bada naam hai
Jiski biwi kaali uska bhi bada naam hai
Aankhon mein basa lo
Arre aankhon mein basa lo surme ka kya kaam hai
Aankhon mein basa lo surme ka kya kaam hai
Mere angne mein tumhara kya kaam hai
Jiski biwi gori uska bhi bada naam hai
Jiski biwi gori gori gori
Arre jiski biwi gori uska bhi bada naam hai
Kamre mein bitha lo
Arre kamre mein bitha lo bijli ka kya kaam hai
Kamre mein bitha lo bijli ka kya kaam hai
Mere angne mein tumhara kya kaam hai
Arre jiski biwi chhoti uska bhi bada naam hai
Jiski biwi chhoti, chhoti chhoti
Arre naati naati, arre chhoti naati, naati chhoti
Chhoti naati, chhoti naati, chhoti naati
Jiski biwi chhoti uska bhi bada naam hai
God mein bitha lo
Abbe god mein bitha lo bachche ka kya kaam hai
God mein bitha lo bachche ka kya kaam hai
Mere angne mein tumhara kya kaam hai haan
Arre mere angne mein tumhara kya kaam hai
Hey mere angne mein tumhara kya kaam hai
Jo hai naam wala
Arre jo hai naam wala wohi to badnaam hai
Mere angne mein
Haan mere angne mein
Haan mere angne mein tumhara kya kaam hai
Recently Added Songs
- Saaton Janam Mein Tere Lyrics - Ajay Devgn, Raveena Tandon
- Mauka Milega to Hum Bata Denge Lyrics - Dilwale
- Jo Tumhe Chahe Usko Satana Lyrics - Dilwale
- Main Benaam Ho Gaya Lyrics - Narendra Chanchal
- Ek Din Hasana Lyrics - Lata Mangeshkar
- Aa Raat Jaati Hai Lyrics - Amitabh Bachchan
- Tu Shama Main Parwana Tera Lyrics - Khiladi
- Hoke Man Aaj Magan Lyrics - Akshay Kumar
- Akhiyaan Milaoon Kabhi Lyrics - Madhuri Dixit, Sanjay Kapoor
- Nazrein Mili Dil Dhadka Lyrics - Madhuri Dixit, Sanjay Kapoor