Mera Badli Mein Chhup Gaya Chand Re Lyrics - Nagin
Mera Badli Mein Chhup Gaya Chand Re Lyrics from Nagin is Hindi song sung by Lata Mangeshkar. Mera Badli Mein Chhup Gaya Chand Re song lyrics are written by Rajendra Krishan, its music is given by Hemant Kumar. Nagin is a 1954 Hindi movie starring Vyjayanthimala, Pradeep Kumar and Jeevan.

Mera Badli Mein Chhup Gaya Chand Re Song Detail
Song: Mera Badli Mein Chhup Gaya Chand Re
Album: Nagin (1954)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Hemant Kumar
Lyricist: Rajendra Krishan
Star Cast: Vyjayanthimala, Pradeep Kumar, Jeevan etc.
Director: Nandlal Jaswantlal
Mera Badli Mein Chhup Gaya Chand Re Lyrics
Mera badli mein chhup gaya chand re
Kahan dhundhein nayan more banware
Aaja aaja oh sanwre
Mera badli mein chhup gaya chand re
Kahan dhundhein nayan more banware
Aaja aaja oh sanwre
Duniya ne tod diye sapne suhane
Ro ro ke yaad karun guzre zamane
Duniya ne tod diye sapne suhane
Ro ro ke yaad karun guzre zamane
Aaja piya mera tadpa jiya
Mere jeewan ki hone lagi shaam re
Kahan dhundhein nayan more banware
Aaja aaja oh sanwre
Mera badli mein chhup gaya chand re
Kahan dhundhein nayan more banware
Aaja aaja oh sanwre
Aaja ke pyar bhare dil ne pukara
Badli se shand mere kar de ishara
Aaja ke pyar bhare dil ne pukara
Badli se shand mere kar de ishara
Main hoon yahan aur tu hai wahan
Kaise aaun main piya tere gaanv re
Kahan dhundhein nayan more banware
Aaja aaja oh sanwre
Mera badli mein chhup gaya chand re
Kahan dhundhein nayan more banware
Aaja aaja oh sanwre