Mehndi Haan Haan Mehndi Lyrics - Chori Chori Chupke Chupke


Mehndi Haan Haan Mehndi Lyrics from Chori Chori Chupke Chupke is Hindi song sung by Jaspinder Narula. Mehndi Haan Haan Mehndi song lyrics are written by Sameer, its music is given by Anu Malik. Chori Chori Chupke Chupke is a 2001 Hindi movie starring Salman Khan, Rani Mukerji and Preity Zinta.

Mehndi Haan Haan Mehndi Lyrics - Chori Chori Chupke Chupke

Mehndi Haan Haan Mehndi Song Detail


Song: Mehndi Haan Haan Mehndi
Album: Chori Chori Chupke Chupke (2001)
Singer: Jaspinder Narula
Musician: Anu Malik
Lyricist: Sameer
Star Cast: Salman Khan, Rani Mukerji, Preity Zinta etc.

Mehndi Haan Haan Mehndi Lyrics

Aa band muthi mein dil ko
Chhupaye baithe hain
Hai bahana ke mehndi
Lagaye baithe hain

Mehndi haan haan mehndi
Mehndi haan haan mehndi
Mehndi haan haan mehndi
Mehndi haan haan mehndi

Toot ke daali se
Hathon pe bikhar jaati hai

Mehndi haan haan mehndi

Toot ke daali se
Hathon pe bikhar jaati hai
Toot ke daali se
Hathon pe bikhar jaati hai
Toot ke daali se
Hathon pe bikhar jaati hai

Toot ke daali se
Hathon pe bikhar jaati hai
Toot ke daali se
Hathon pe bikhar jaati hai

Yeh to mehndi hai Yeh to mehndi hai
Mehndi to rang laati hai
Yeh to mehndi hai
Mehndi to rang laati hai
Toot ke daali se
Hathon pe bikhar jaati hai

Mehndi haan haan mehndi
Mehndi haan haan mehndi

Log baagon se ise
Tod ke le aate hain
Aur patthar pe ise
Shauk se piswate hain

Mehndi haan haan mehndi
Mehndi haan haan mehndi

Log baagon se ise
Tod ke le aate hain
Aur patthar pe ise
Shauk se piswate hain
Aur patthar pe ise
Shauk se piswate hain

Phir bhi hothon se
Phir bhi hothon se iski
Uff talak na aati hai
Phir bhi hothon se iski
Uff talak na aati hai
Phir bhi hothon se iski
Uff talak na aati hai
Phir bhi hothon se iski
Uff talak na aati hai

Yeh to mehndi hai
Yeh to mehndi hai
Mehndi to rang laati hai
Yeh to mehndi hai
Mehndi to rang laati hai

Mehndi haan haan mehndi
Mehndi haan haan mehndi

Apne ras rang se is
Duniya ko sajana hai
Kaam mehndi ka to
Ghairon ke kaam aana hai

Mehndi haan haan mehndi
Mehndi haan haan mehndi

Apne ras rang se is
Duniya ko sajana hai
Kaam mehndi ka to
Ghairon ke kaam aana hai
Kaam mehndi ka to
Ghairon ke kaam aana hai

Apni khushboo se
Apni khushboo se yeh
Sehron ko mehkati hai
Apni khushboo se yeh
Sehron ko mehkati hai
Apni khushboo se yeh
Sehron ko mehkati hai
Apni khushboo se yeh
Sehron ko mehkati hai

Yeh to mehndi hai
Yeh to mehndi hai
Mehndi to rang laati hai
Yeh to mehndi hai
Mehndi to rang laati hai

Toot ke daali se
Hathon pe bikhar jaati hai
Yeh to mehndi hai
Mehndi to rang laati hai

Mehndi haan haan mehndi
Mehndi haan haan mehndi
Mehndi haan haan mehndi
Mehndi haan haan mehndi

Aa band muthi mein dil ko
Chhupaye baithe hain
Hai bahana ke mehndi
Lagaye baithe hain

Mehndi haan haan mehndi
Mehndi haan haan mehndi
Mehndi haan haan mehndi
Mehndi haan haan mehndi

Mehndi haan haan mehndi
Mehndi haan haan mehndi
Mehndi haan haan mehndi
Mehndi haan haan mehndi