Maut Se Kya Darna Lyrics - Patthar Ke Phool


Maut Se Kya Darna Lyrics from Patthar Ke Phool is Hindi song in the voices of Lata Mangeshkar, S P Balasubrahmanyam. Maut Se Kya Darna song lyrics are written by Dev Kohli, its music is given by Ram Laxman. Patthar Ke Phool is a 1991 Hindi movie starring Salman Khan, Raveena Tandon and Kiran Kumar.

Maut Se Kya Darna Lyrics - Patthar Ke Phool

Maut Se Kya Darna Song Detail


Song: Maut Se Kya Darna
Album: Patthar Ke Phool (1991)
Singer: Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Musician: Ram Laxman
Lyricist: Dev Kohli
Star Cast: Salman Khan, Raveena Tandon, Kiran Kumar etc.

Maut Se Kya Darna Lyrics

Maut se kya darna
Kya darna kya darna

Maut se kya darna use to aana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai

Maut se kya darna use to aana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai

Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Maut se kya darna
Kya darna kya darna

Sawan bhadon basant patjhad
Rituyein aani jaani hain
Kasame vaade pyaar wafa ki
Rasmein badi puraani hain

Ho sawan bhadon basant patjhad
Rituyein aani jaani hain
Kasame vaade pyaar wafa ki
Rasmein badi puraani hain Rasmein badi puraani hain

Ho kya jeena kya marna
Dil deewana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Maut se kya darna
Kya darna kya darna

Ho aaj mujhe kuchh aur nahi
Bas tumse itna kehna hai
Tum mere ho mere liye hi
Tumhein salamat rehna hai

Aaj mujhe kuchh aur nahi
Bas tumse itna kehna hai
Tum mere ho mere liye hi
Tumhein salamat rehna hai
Tumhein salamat rehna hai

Mar jaungi varna maut bahana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Maut se kya darna
Kya darna kya darna

Dil kitna naazuk hai mera
Dekho yeh dil toote na
Sath jiyenge sath marenge
Sath hamara chhoote na

Dil kitna naazuk hai mera
Dekho yeh dil toote na
Sath jiyenge sath marenge
Sath hamara chhoote na
Sath hamara chhoote na

Dil mein dheeraj dharna
Humne jaana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Maut se kya darna
Kya darna kya darna