Mat Ro Mere Dil Lyrics - Aayee Milan Ki Raat
Mat Ro Mere Dil Lyrics from Aayee Milan Ki Raat is Hindi song in the voices of Anuradha Paudwal, Udit Narayan. Mat Ro Mere Dil song lyrics are written by Sameer, its music is given by Anand and Milind. Aayee Milan Ki Raat is a 1991 Hindi movie starring Avinash Wadhavan, Shaheen and Aruna Irani.

Mat Ro Mere Dil Song Detail
Song: Mat Ro Mere Dil
Album: Aayee Milan Ki Raat (1991)
Singer: Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Musician: Anand, Milind
Lyricist: Sameer
Star Cast: Avinash Wadhavan, Shaheen, Aruna Irani etc.
Mat Ro Mere Dil Lyrics
Mat ro mere dil chup ho ja hua so hua
Mat ro mere dil chup ho ja hua so hua
Woh jo pyar mein hota hai
Aitbaar mein hota hai
Tere sath bhi aye yaar mere wohi to hua
Mat ro mere dil chup ho ja hua so hua
Mat ro mere dil chup ho ja hua so hua
Woh jo pyar mein hota hai
Aitbaar mein hota hai
Tere sath bhi gar saaz mere wohi to hua
Sukh mein kate ya dukh mein basar ho
Jeena to har haal mein hoga
Sukh mein kate ya dukh mein basar ho
Jeena to har haal mein hoga
Amrit ho aansoo ke zehar hon
Peena to har haal mein hoga
Khwaab ek toota to toote kya hua aye dil
Sath ek chhoota to chhoote kya hua aye dil
Woh jo pyar mein hota hai
Aitbaar mein hota hai
Tere sath bhi aye yaar mere wohi to hua
Mat ro mere dil chup ho ja hua so hua
Mat ro mere dil chup ho ja hua so hua
Ponchh ke aansoo, jhaad ke daaman
Chal to sahi manzil hain hazaron
Hans ke zara duniya pe nazar kar
Chahat ke kaabil hain hazaaron
Aur bhi dar hain
Jahaan mein aur bhi galiyan
Aur bhi gul hain
Chaman mein aur bhi kaliyan
Woh jo pyar mein hota hai
Aitbaar mein hota hai
Tere sath bhi gar saaz mere wohi to hua
Mat ro mere dil chup ho ja hua so hua
Woh jo pyar mein hota hai
Aitbaar mein hota hai
Tere sath bhi gar saaz mere wohi to hua
Mat ro mere dil chup ho ja hua so hua