Mast Kalandar Lyrics - Heyy Babyy Song


Lyrics of Mast Kalandar song from Heyy Babyy is an lovely composition of musician Shankar Ehsaan Loy. Read Mast Kalandar Lyrics which are well written by Sameer and sung by Shankar Mahadevan, Rahan Khan,Salim Shahzada and Sajid Khan. Heyy Babyy is a 2007 Hindi movie starring Ritesh Deshmukh, Akshay Kumar and Vidya Balan.

Mast Kalandar Lyrics - Heyy Babyy Song

Mast Kalandar Song Detail


Song: Mast Kalandar
Album: Heyy Babyy (2007)
Singer: Shankar Mahadevan, Sajid Khan, Rahan Khan, Salim Shahzada
Musician: Shankar Ehsaan Loy
Lyricist: Sameer
Star Cast: Ritesh Deshmukh, Akshay Kumar, Vidya Balan etc.

Mast Kalandar Lyrics

Dil da mamla hai dilbar
Hun na zor hai is dil par
Khalbali hai dil ke andar
Ho mast hai mast kalandar

Ho dil da mamla hai dilbar
Hun na zor hai is dil par
Khalbali hai dil ke andar
Ho mast hai mast kalandar

One two three four
Dil da mamla hai dilbar

Hun na zor hai is dil par
Khalbali hai dil ke andar
Ho mast hai mast kalandar

Mast hai, mast hai, mast hai
Mast hai, mast kalandar
Mast hai, mast hai, mast hai
Mast hai, mast kalandar
Mast hai, mast hai, mast hai
Mast hai, mast kalandar
Mast hai, mast hai, mast hai
Mast hai, mast kalandar, mast kalandar

Dil da mamla hai dilbar Hun na zor hai is dil par
Khalbali hai dil ke andar
Ho mast hai mast kalandar

Dil da mamla hai dilbar
Hun na zor hai is dil par
Khalbali hai dil ke andar
Ho mast hai mast kalandar

Mast hai, mast hai, mast hai
Mast hai, mast kalandar
Mast hai, mast hai, mast hai
Mast hai, mast kalandar
Mast hai, mast hai, mast hai
Mast hai, mast kalandar
Mast hai, mast hai, mast hai
Mast hai, mast kalandar, mast kalandar

Meri nazar jo tum pe padi to
Ban baitha tera saidaayi
Betabion ko raahat mili to
Door huyi meri tanhayi
Tere rang ka, tere roop ka
Hai asar tere hi suroor ka
Mere haal se, mere dard se
Tu hai bekhabar

Dil da mamla... aa..
Dil da mamla hai dilbar
Hun na zor hai is dil par
Khalbali hai dil ke andar
Ho mast hai mast kalandar

Dil da mamla hai dilbar
Hun na zor hai is dil par
Khalbali hai dil ke andar
Ho mast hai mast kalandar

Mast hai, mast hai, mast hai
Mast hai, mast kalandar
Mast hai, mast hai, mast hai
Mast hai, mast kalandar
Mast hai, mast hai, mast hai
Mast hai, mast kalandar
Mast hai, mast hai, mast hai
Mast hai, mast kalandar, mast kalandar
[Kalandar kalandar kalandar kalandar kalandar]

Teri hawa mein jaadu hai jaadu
Karta hai mujhko deewana
Meri tamanna kehti hai mujhko
Sirf mujhe hai tujhko pana
Meri aarzoo, meri guftugu
Tu hi tu hai bas meri justuzu
Kya bataoon tere bagair
Main kitna be-sabar..

Oho.....
Dil da mamla
Hun na zor hai
Dil da mamla hai dilbar
Hun na zor hai is dil par
Khalbali hai dil ke andar
Ho mast hai mast kalandar

Aaya main aaya leke mohabbat
Anjaano mujhko pehchaano
Meri nazar mein hai ek chehra
Maano tum chaaho na mano
Meri chaahatein, meri raahatein
Badi manchali meri hasratein
Mere khwaab mein koi raat din
Rehta humsafar

Dil da mamla.....
Dil da mamla hai dilbar
Hun na zor hai is dil par
Khalbali hai dil ke andar
Ho mast hai mast kalandar

Dil da mamla hai dilbar
Hun na zor hai is dil par
Khalbali hai dil ke andar
Ho mast hai mast kalandar

Mast hai, mast hai, mast hai
Mast hai, mast kalandar
Mast hai, mast hai, mast hai
Mast hai, mast kalandar
Mast hai, mast hai, mast hai
Mast hai, mast kalandar
Mast hai, mast hai, mast hai
Mast hai, mast kalandar, mast kalandar

More Lyrics From Heyy Babyy