Marne Ke Dar Se Mere Dil Lyrics - Jurm
Marne Ke Dar Se Mere Dil Lyrics from the movie Jurm is sung by Mohammad Aziz and Asha Bhosle, its music is composed by Rajesh Roshan and lyrics are written by Indeevar. Jurm is a 1990 Hindi movie starring Vinod Khanna, Meenakshi Seshadri and Sangeeta Bijlani.
Marne Ke Dar Se Mere Dil Lyrics
Marne ke dar se mere dil
Jeena na tu chhod dena
Marne ke dar se mere dil
Jeena na tu chhod dena
Rone ke dar se jahan mein
Hansna na tu chhod dena
Marne ke dar se mere dil
Jeena na tu chhod dena
Rone ke dar se jahan mein
Hansna na tu chhod dena
Marne ke dar se mere dil
Jeena na tu chhod dena
Kab tak kismat sath na degi
Kab tak khwaab adhore honge
Ek din sapne poore honge aaha
Kaam tera chalte jaana hai
Chalna hi manzil paana hai
Maut ka naam hi ruk jaana hai aaha
Kaanton mein ghirne ke dar se
Chalna na tu chhod dena
Kaanton mein ghirne ke dar se
Chalna na tu chhod dena
Rone ke dar se jahan mein
Hansna na tu chhod dena
Marne ke dar se mere dil
Jeena na tu chhod dena
Milna aur bichhad jaana to
Hoti hain sanjog ki baatein
Roz kahan poonam ki raatein aaha
Yaar se yaar khafa hote hain
Laakhon log juda hote hain
Humgaame kya kya hote hai aaha
Lekin judaai ke dar se milna na tu chhod dena
Lekin judaai ke dar se milna na tu chhod dena
Rone ke dar se jahan mein
Hansna na tu chhod dena
Marne ke dar se mere dil
Jeena na tu chhod dena
Marne Ke Dar Se Mere Dil Song Detail
Song: Marne Ke Dar Se Mere Dil
Album: Jurm (1990)
Singer: Mohammad Aziz, Asha Bhosle
Musician: Rajesh Roshan
Lyricist: Indeevar
Star Cast: Vinod Khanna, Meenakshi Seshadri, Sangeeta Bijlani etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana